Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar - Song Cover Image

Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar by singer Mohammed Rafi Lyrics in Hindi

ArtistMohammed Rafi
Album
LanguageHindi
MusicRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistShakeel Badayuni
Labelsaregama
GenreQawwali
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar Sung by Mohammed Rafi | Written by Shakeel Badayuni

Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar lyrics in Hindi with official video. Sung by Mohammed Rafi and written by Shakeel Badayuni. Watch & read full lyrics online.
Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Mulzim (1963). Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar Qawwali soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shakeel Badayuni.
Are o aane walo husn
Ki rangin mahfil me
Khushi se muskurao tum
Magar ye soch lo dil me ke
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Dil dhadakta hai
Haye haye
Ho dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe
Zamane ki najar hoti hai
atozlyric.com
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Aashiki josh me
Hai bekhudi hosh me hai
Ishq majbur nahi
Husn bhi dur nahi
Aarzu me hai jawa
Dil se uthta hai dhua
Chot sahte na bane
Muh se kahte na bane
Aaj hai agar ye nasha
Jane kal rang ho kya
Aaj hai agar ye nasha
Jane kal rang ho kya
Isiliye to kaha hai
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Husn or ishq ka anzam
Khuda khair kare
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Aaj takraye hai do
jam khuda khair kare
Lekin dekhna ye hai
Aaj takraye hai do
Jam khuda khair kare
Dekhna ye hai ke
Aawaz kidhar hoti hai
Dekhna ye hai ke
Aawaz kidhar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Pyar ek aag bhi
Hai rang bhi rag bhi hai
Ras aata hai kahi
Dil jalata hai kahi
Dil me himmat hai
Agar fir hai kis bat ka dar
Karwa yuhi chale
Koi jalta hai jale
Jalne walo ko yaha
Dil ki pahchan kaha
Jalne walo ko yaha
Dil ki pahchan kaha
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Khel samjhe na koi
Dil ko lagakar jina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Ke ishq me jindagi
Gum ke sholo se
Salamat nahi rahta sina
Ishq me jindagi jal
Jal ke basar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe
Zamane ki najar hoti hai
Aankho aankho me jo
Ulfat ki kasam khate hai
Aankho aankho me jo
Ulfat ki kasam khate hai
Aankho aankho me jo
Ulfat ki kasam khate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
In baharo ki kasam
In najaro ki kasam
Husn katil hi sahi
Pyar mushkil hi sahi
Fir bhi ek bat to
Hai ek mulakat to hai
Jajba eye dil ki kasam
Range mahfil ki kasam
Mujhko pahchan hai
Ye mera iman hai ye
Mujhko pahchan hai
Ye mera iman hai ye
Aankho aankho me
Jo ulfat ki kasam khate hai
Aankho aankho me
Jo ulfat ki kasam khate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Wakai unke mukaddar
Bhi chamak jate hai
Kyonki
Ishq par chand
Sitaro ki najar hoti hai
Ishq par chand
Sitaro ki najar hoti hai
Dil dhadkata hai
To dunia ko khabar hoti hai
Ishq walo pe zamane
Ki najar hoti hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar?

"Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar" is beautifully sung by Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar?

The lyrics were written by Shakeel Badayuni and the music was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

Where can I find Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar from?

"Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar?

This track falls under the Qawwali genre and was released by saregama.

About "Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar" – Lyrics Meaning & Theme

"Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mohammed Rafi. The music, composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi), perfectly blends with the lyrics penned by Shakeel Badayuni.

The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.