Ram Jaage Chini Bhaage - Song Cover Image

Ram Jaage Chini Bhaage by singer Chotu Singh Rawna Lyrics in Hindi

ArtistChotu Singh Rawna
Album
LanguageHindi
MusicAjay Rajasthani
LyricistAshutosh Rana
Label
GenrePatriotic
Year2020
Starring
Release Date2020-06-21

Ram Jaage Chini Bhaage Sung by Chotu Singh Rawna | Written by Ashutosh Rana

Ram Jaage Chini Bhaage lyrics in Hindi with official video. Sung by Chotu Singh Rawna and written by Ashutosh Rana. Watch & read full lyrics online.
Ram Jaage Chini Bhaage lyrics, the song is sung by Chotu Singh Rawna from Chotusingh Rawna. The music of Ram Jaage Chini Bhaage Patriotic track is composed by Ajay Rajasthani while the lyrics are penned by Ashutosh Rana.
Galvaan ki ghaati mein shahid
Veer saputo ko mera sat sat naman
Aur naman hai un veer saputo ko
Jo apne praan aur parivaar ki parvaah kie bina
Bharat varsh ke svaabhimaan ko adig rakhe
Simaa par sinaa taane khade hai.
In veero ke rakt ubaal
Aur maa bharti ke svaabhimaan ke liye
Chhotu singhrawna jaise jiv lakho baar kurbaan
Lakho baar kurbaan..
Vande vande mataram vande
Vande vande mataram vande
Vande vande mataram vande
Vande vande mataram vande
He bharat ke ram jago
Main tumhe jagane aaya hun
So dharmo ka dharam ek
Balidan bataane aaya hun
So dharmo ka dharam ek
Balidan bataane aaya hun
Suno himaly qaid huaa hai
Dushman ki janjiron main
Aaj bata do kitna pani hai
Bharat ke veeron main
Khaddi stroo ki foj dawar par
Khaddi stroo ki foj dawar par
Aaj tumhe lalkar rahi
Khaddi stroo ki foj dawar par
Aaj tumhe lalkar rahi
Khaddi stroo ki foj dawar par
Aaj tumhe lalkar rahi
Soye singh jago bharat ke
Mata tumhe pukaar rahi
Soye singh jago bharat ke
Mata tumhe pukaar rahi
Kya kahte ho
Mere bharat se chini takraye ge
Chini ko to ham pani main
Ghol-ghol pee jayege
Chini ko to ham pani main
Ghol-ghol pee jayege
Wah barbartha wah asudhatta
Hamne usko shruddh kiya
Hamne usko buddh diya
Aur usne hamko yuddh diya
Usne hamko yuddh diya
Aaj bandha hai kafan shish par..
Aaj bandha hai kafan shish par
Jisko aana aa jaao
Jisko aana aa jaao
Aaj bandha hai kafan sis par
Jisko aana aa jaao
Jaao myaao chini mini
Jismein dam hai takraao
Jaao myaao chini mini
Jismein dam hai takraao
Ran ki bheri baj rahi hai
Utho moh nindra tyago
Pehla shish chadhane wale
Maa ke veer putra jaago
Pehla shish chadhane wale
Maa ke veer putra jaago
Balidaano ke vajra dand par
Deshbhakt ki dhvaja chage
Ran ke kankar pehne hai
Woh rashtra bhakt ki bhuja jage
Woh rashtra bhakt ki bhuja jage
Agni path ke panthi jaago oo..
Agni path ke panthi jaago
Shish hatheli par dharkar
Ho shish hatheli par dharkar
Agni path ke panthi jaago
Shish hatheli par dharkar
Jaago rakt ke bhakt laadlo
Jaago sar ke saudagar
Jaago rakt ke bhakt laadlo
Jaago sar ke saudagar
atozlyric.com
Khappar wali kaali jaage
Jaage durga barbanta
Rakt beej ka rakt chaatne
Waali jaage chaamunda
Rakt beej ka rakt chaatne
Waali jaage chaamunda
Narmunda ki maala wali
Jage kapaali kailashi
Ran ki chandi ghar ghar naache
Moat kahe pyasi pyasi
Moat kahe pyasi pyasi
Raavan ka vadh svayam karunga aa..
Raavan ka vadh svayam karunga
Kehnewaala ram jage
Kehnewaala ram jage
Raavan ka vadh svayam karunga
Kehne waala ram jage
Korav shesh naa ek bachega
Kehnewaala shyam jage
Korav shesh naa ek bachega
Kehnewaala shyam jage
Parshuram ka parshu jaage
Raghunandan ka baan jage
Yadunandan ka chakra jage
Arjun ka dhanush mahaan jage
Yadunandan ka chakra jage
Arjun ka dhanush mahaan jage
Chotiwala jage chaankya
Paurush purush mahaan jage
Shelyu kash ko kash ne wala
Chandragupt balvaan jage
Chandragupt balvaan jage
Hathi hamir jage jisne ae..
Hathi hamir jage jisne
Juknaa kabhi naa jaana
Juknaa kabhi naa jaana
Hathi hamir jage jisne
Juknaa kabhi naa jaana
Jaage padmini ka johar
Jaage keshariya baana
Jaage padmini ka johar
Jaage keshariya baana
Deshbhakt kaa jivit jhanda
Aajaadi ka deewana
Wah prataap ka sing jage
Woh haldi ghaati kaa raana
Wah prataap ka sing jage
Woh haldi ghaati kaa raana
Dakshin wala jage shivaaji
Khoon sahaaji kaa taaja
Marne ke hath thaana karte
Vikat maratho ke raaja
Vikat maratho ke raaja
Kaliwaae ka jage morcha
Kaliwaae ka jage morcha
Paani pat maidaan jage
Bhagat singh faansi jaage
Rajguru ke praan jage
Bhagat singh faansi jaage
Rajguru ke praan jage
Bhagat singh faansi jaage
Rajguru ke praan jage
Jiske rakt se banta hai
Ran ka keshariya baana
Woh kashmir hadpne wale
Kaan khol sunte jaana
Woh kashmir hadpne wale
Kaan khol sunte jaana
Jo hamse takraaega
Woh chur chur ho jaayega
Is mitti ko chhune wala
Mitti mein mil jaayega
Mitti mein mil jaayega
Main ghar ghar mein inqlaab ki
Main ghar ghar mein inqlaab ki
Aag lagaane aaya hoon
Aag lagaane aaya hoon
Main ghar ghar mein inqlaab ki
Aag lagaane aaya hoon
He bharat ke ram jago
Main tumhe jagane aaya hoon
He bharat ke ram jago
Main tumhe jagane aaya hoon
He bharat ke ram jago
Main tumhe jagane aaya hoon
He bharat ke ram jago
Main tumhe jagane aaya hoon
He bharat ke ram jago
Main tumhe jagane aaya hoon.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ram Jaage Chini Bhaage lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ram Jaage Chini Bhaage" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ram Jaage Chini Bhaage?

"Ram Jaage Chini Bhaage" is beautifully sung by Chotu Singh Rawna. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ram Jaage Chini Bhaage?

The lyrics were written by Ashutosh Rana and the music was composed by Ajay Rajasthani.

Where can I find Ram Jaage Chini Bhaage lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ram Jaage Chini Bhaage" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ram Jaage Chini Bhaage?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-06-21.

Which album and language is Ram Jaage Chini Bhaage from?

"Ram Jaage Chini Bhaage" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ram Jaage Chini Bhaage?

This track falls under the Patriotic genre and was released by a major label.

About "Ram Jaage Chini Bhaage" – Lyrics Meaning & Theme

"Ram Jaage Chini Bhaage" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Chotu Singh Rawna. The music, composed by Ajay Rajasthani, perfectly blends with the lyrics penned by Ashutosh Rana.

The song dives into themes of Patriotic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Patriotic music.

Released under the label a reputed music brand in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ram Jaage Chini Bhaage" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.