Aayi Bahar Khilte Hain Gul - Song Cover Image

Aayi Bahar Khilte Hain Gul by singer Sapna Mukherjee Lyrics in Hindi

ArtistSapna Mukherjee
Album
LanguageHindi
MusicAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistMajrooh Sultanpuri
Labelvenus records
GenreDance
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Aayi Bahar Khilte Hain Gul Sung by Sapna Mukherjee | Written by Majrooh Sultanpuri

Aayi Bahar Khilte Hain Gul lyrics in Hindi with official video. Sung by Sapna Mukherjee and written by Majrooh Sultanpuri. Watch & read full lyrics online.
Aayi Bahar Khilte Hain Gul lyrics, the song is sung by Sapna Mukherjee from Love (1991). Aayi Bahar Khilte Hain Gul Dance soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hain mere bul bul
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hain mere bul bul
Tu bhi jawa mein bhi hasi hoon
Tu bhi yaha mein bhi yahi hoon
Are tu bhari tu meri jaan
Pyar se mil
Aayi bahar khilte hai gul
Jata kaha hain mere bul bul
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hain mere bul bul
atozlyric.com
Pehli nazar se mujhe mara
Phir mara has has ke do bara
Marti hoon jaldi se ab rakh de
Mere labo ke ye lab rakh de
Pehli nazar se mujhe mara
Phir mara has has ke do bara
Marti hoon jaldi se ab rakh de
Mere labo ke ye lab rakh de
Tarsu tere aage
Janmo ki mein pyasi
City ke o sagar
Samjho meri udaasi
Aise mil hum dub jaye
Dungi tujhko mein duayen
Are tu bhari tu meri jaan
Pyar se mil
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hain mere bul bul
Aayi bahar khilte hai gul
Jata kaha hai mere bul bul
Hota hai jo aaj hone de
Mein tod aayi sabhi phande
Jab mein nahi jaane wali hoon
Tumko sanam kaise jaane du
Are hota hain jo aaj hone de
Mein tod aayi sabhi phande
Jab mein nahi jaane wali hoon
Tumko sanam kaise jaane du
Muskil se hath
Aaye jaoge aaj kaise
Aaja karib aaja aise nahi aise
Sare raaste he idhar ko
Jaoge tu ab kidhar ko
Are tu bhari tu meri jaan
Pyar se mil
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hain mere bul bul
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hain mere bul bul
Tu bhi jawa mein bhi hasi hoon
Tu bhi yaha mein bhi yahi hoon
Are tu bhari tu meri jaan
Pyar se mil
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hai mere bul bul
Aayi bahar khilte hain gul
Jata kaha hai mere bul bul.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Aayi Bahar Khilte Hain Gul lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Aayi Bahar Khilte Hain Gul" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Aayi Bahar Khilte Hain Gul?

"Aayi Bahar Khilte Hain Gul" is beautifully sung by Sapna Mukherjee. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Aayi Bahar Khilte Hain Gul?

The lyrics were written by Majrooh Sultanpuri and the music was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav.

Where can I find Aayi Bahar Khilte Hain Gul lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Aayi Bahar Khilte Hain Gul" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Aayi Bahar Khilte Hain Gul?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Aayi Bahar Khilte Hain Gul from?

"Aayi Bahar Khilte Hain Gul" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Aayi Bahar Khilte Hain Gul?

This track falls under the Dance genre and was released by venus records.

About "Aayi Bahar Khilte Hain Gul" – Lyrics Meaning & Theme

"Aayi Bahar Khilte Hain Gul" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Sapna Mukherjee. The music, composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav, perfectly blends with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

The song dives into themes of Dance. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Dance music.

Released under the label venus records in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Aayi Bahar Khilte Hain Gul" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.