Har Nazar Husn Ko Dekh Ye by singer Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur Lyrics in Hindi
Artist
Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Album
Language
Hindi
Music
Iqbal Qureshi
Lyricist
Naseem Ajmeri
Label
saregama
Genre
Qawwali
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Sung by Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur | Written by Naseem Ajmeri
Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyrics in Hindi with official video. Sung by Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur and written by Naseem Ajmeri. Watch & read full lyrics online.
Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur from Sultan-E-Hind (1978). The music of Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Qawwali track is composed by Iqbal Qureshi while the lyrics are penned by Naseem Ajmeri.
Har nazar husn ko dekhe
Ye tamasha kya hai
Aaj hum tujhko batate hai
Ke parda kya hai
Parda parda parda to hai
Parda to hai husn ki azimat
Parda to hai
Parda to hai
Parda to hai husn ki azimat
Parda to hai
Yun husn ka jalwa aam na ho
Yun husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho
Jalwa jalwa jalwa to hai
Jalwa to hai husn ki sohrat
Jalwa to hai
Jalwa to hai husn ki fitrat
Jalwa to hai
Jalwa hai kya jo aam na ho
Jalwa hai kya jo aam na ho
Na ho na ho
Parda parda parda to hai
Jara parde se bahar aa
Ye duniya khubsurat hai
Na mar ghut ghut ke parde mein
Ghut parde mein
Na mar ghut ghut ke parde mein
Ye parda to kayamat hai
Chalan parde ka duniya mein
Azab hai or sharafat hai
Nigahe uth nahi sakti
Jaha parde ki azmat hai
Parda parda parda to hai
Nigahe uth nahi sakti
Jaha parde ki azmat hai
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho na ho na ho
Parda parda parda to hai
Sahar jab tak nahi hoti
Bas itni der parda hai
Parda hai
Ulat de raat jab ghunghat to
Phir jalwa hi jalwa hai
To phir jalwa hi jalwa hai
Najar ki pyas bujh jaye
Bas itni der jalwa hai
Haya aankho mein aa jaye
To fir parda hi parda hai
Haya aankho mein aa jaye
To phir parda hi parda hai
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho na ho
Parda parda parda to hai
Tasvire sanam parde mein nahi
Parde mein nahi
Sayar ka kalam parde mein nahi
Parde mein nahi
Ab kaid rahe parde mein kyun
Jab gairo haram parde mein nahi
Mahi dur ka nara beparda
Hai dur ka jalwa beparda
Hai dur ka jalwa beparda
Mann suran ki jo rushwai
Mann suran ki jo rushwai
Anzam bhi sabne dekha tha
Ha dekha tha ha dekha tha
Jab dur se jalwa dikhlaya
Musa ki najar pe parda tha
Musa ki najar pe parda tha
Khul jata agar parde ka bharam
Main sharme kise phir dekhte hum
Main sharme kise phir dekhte hum
atozlyric.com
Izhar mohabbat beparda
Izhar mohabbat beparda
Ikrar mohabbat parde mein
Ye chand sitare beparda
Ye chand sitare beparda
Jannat ke najre parde mein
Paygame adaa hai beparda
Paygame adaa hai beparda
Tas bikhi jawa hai parde mein
Iman ki daulat parde mein
Har raze hakikat parde mein
Tasire dua hai parde mein
Mehraz ki azmat parde mein
Mehraz ki azmat parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Har Nazar Husn Ko Dekh Ye?
"Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" is beautifully sung by Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Har Nazar Husn Ko Dekh Ye?
The lyrics were written by Naseem Ajmeri and the music was composed by Iqbal Qureshi.
Where can I find Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Har Nazar Husn Ko Dekh Ye?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Har Nazar Husn Ko Dekh Ye from?
"Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Har Nazar Husn Ko Dekh Ye?
This track falls under the Qawwali genre and was released by saregama.
About "Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" – Lyrics Meaning & Theme
"Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur. The music, composed by Iqbal Qureshi, perfectly blends with the lyrics penned by Naseem Ajmeri.
The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.
Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.