Netaji Ka Jeevan Hai - Song Cover Image

Netaji Ka Jeevan Hai by singer Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) Lyrics in Hindi

ArtistRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Album
LanguageHindi
MusicRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
LyricistRajendra Krishan
Labelsaregama
GenrePatriotic
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Netaji Ka Jeevan Hai Sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) | Written by Rajendra Krishan

Netaji Ka Jeevan Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) and written by Rajendra Krishan. Watch & read full lyrics online.
Netaji Ka Jeevan Hai lyrics, the song is sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Samadhi (1950). Netaji Ka Jeevan Hai Patriotic soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Rajendra Krishan.
Ho netaji ka jeevan hai
Balidan ki ek kahani
Netaji ka jeevan hai
Balidan ki ek kahani
Balidan hi balidan hai
Bachpan aur jawaani
Bachpan aur jawaani
Balidan ki ek kahani
Balidan ki ek kahani
Hoye bachpan hi se
Chanchal man mein
Armano ka meinla tha
Chhoti si ek lehar thi
Dil mein toofano ka rela tha
College mein ustad tha
Wo tha lodon ka gora
Are usne kaha college mein ek din
Hindi kala log chhichhora
Sher boss ka khun jo khola
Sher boss ka khun jo khola
Gore ko ek chapat lagai
Naam kata college se lekin
Hind ki laaz bachai
Netaji ka jeevan hai
Balidan ki ek kahani
Balidan hi balidan hai
Bachpan aur jawaani
Balidan ki ek kahani
Balidan ki ek kahani
Maat pita ne samjhaya
Aur englishtan mein kiya ravana
Bado ke aage hoth na khole
Lekin bagi dil na mana
Europe mein ics ke
Imtihan ko paas kiya
Are itna ucha hoda pakar
Deshbakt ne chhod diya
Phir..hindsutan mein aakar pehle
Ghandi ko parnaam kiya
Ghandi ko parnaam kiya
Ghandi ko parnaam kiya
Wo desh ki seva ka bapu se
Pehla pehla sabak liya
Pehla pehla sabak liya
Pehla pehla sabak liya
Bharat ke dukh dard ko
Socha samjha aur pehcahana
Kamar bandh kar ran mein
Aaya aazadi ka deewana
Aazadi ka deewana
Aazadi ka deewana
Kiya angrejo ne ye aid
Kiya is bhagi ko ab kaid
Kuchal dale masal dale
Kuchal dale masal dale
Magar..
Bachpan se jo bhagi ho
Wo julm se darna kya jane
Jalne kab gabhrate hai
Samma watan ke parvane
Jiski rag rag mein shole ho
Wo kya samjhe chingari ko
Hathkadiyo ko zanziro ko
Jelo ki char deewari ko
Kadam kadam par mushkil aayi
Lekin sher sada lalkara
Rah nahi sakta
Gair ke bas mein
Hidustan hamara
Rah nahi sakta
Gair ke bas mein
Hidustan hamara
Rah nahi sakta
Gair ke bas mein
Hidustan hamara
Sarkar ne kar dali
Nazar band jaban band
Maidan ke jo mard
Hai hote hai kaha band
Ek raat ko chupke hi
Se ghum ho gaye neta
Shor hua subah
Kaha kho gaye neta
Janta bhi thi hairan
To sarkar bhi hairan
Udd jane se bulbul
Ke saiyad tah pareshan
Mata ko ye ummid
Thi laut aayega beta
Mata se kahe bina
Kaha jayega beta
Is aas mein darwaje bhi
Ghar ke na kiya band
Aa jayega aa jayega
Wo laal wo parjand
Is maa se badi maa
Hai jo hindustan hai
Wo chhod gaya maa ko
Badi maa ko chhudane
Is hind ki bigadi
Hui taqdeer banane
atozlyric.com
Badal sakani besh chala pardesh
Chhod kar desh hamara neta
Badal sakani besh chala pardesh
Chhod kar desh hamara neta
Aazadi ki nai ladai ladne pyara neta
Hindustan se kabul mein
Aur kabul se burlan mein
Chalte chalte pehuch gaya
Wo singapur ke ran mein
Kom ki ye fauj ka
Naya tarana ban gaya
Kom ki ye fauj ka
Naya tarana ban gaya
Ek ek tinka chuna
Aur aasiyana bana gaya
Jai gandhi jai subhash
Jai gandhi jai subhash
Jai hind jai hind jai hind
Jai hind jai hind jai hind jai hind.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Netaji Ka Jeevan Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Netaji Ka Jeevan Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Netaji Ka Jeevan Hai?

"Netaji Ka Jeevan Hai" is beautifully sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Netaji Ka Jeevan Hai?

The lyrics were written by Rajendra Krishan and the music was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra).

Where can I find Netaji Ka Jeevan Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Netaji Ka Jeevan Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Netaji Ka Jeevan Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Netaji Ka Jeevan Hai from?

"Netaji Ka Jeevan Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Netaji Ka Jeevan Hai?

This track falls under the Patriotic genre and was released by saregama.

About "Netaji Ka Jeevan Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Netaji Ka Jeevan Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The music, composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), perfectly blends with the lyrics penned by Rajendra Krishan.

The song dives into themes of Patriotic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Patriotic music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Netaji Ka Jeevan Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.