Jab Aankhen Hi Na Di Maalik - Song Cover Image

Jab Aankhen Hi Na Di Maalik by singer Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) Lyrics in Hindi

ArtistPrabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Album
LanguageHindi
MusicAnil Krishna Biswas
LyricistMajrooh Sultanpuri
Labelsaregama
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Jab Aankhen Hi Na Di Maalik Sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Written by Majrooh Sultanpuri

Jab Aankhen Hi Na Di Maalik lyrics in Hindi with official video. Sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) and written by Majrooh Sultanpuri. Watch & read full lyrics online.
Jab Aankhen Hi Na Di Maalik lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Humdard (1953). Jab Aankhen Hi Na Di Maalik Sad soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Naina bhaye anaath hamaare
Naina bhaye anaath hamaare
Madan gopal yahaan se sajni
Door sidhaare
Naina bhaye anaath hamaare
Naina bhaye anaath hamaare
atozlyric.com
Jab aankhen hi na di maalik
To dil bhi na diya hota aa aa
Jee liya hota
Zameen o aasmaan waale
Arre o do jahaan waale
Diya thha dil to
Aankhon ko ujaala bhi diya hota
Na ho hamsa zamaane mein
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Hai kitni door aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Na ho hamsa aa aa
Hamaari duniya mein
Na chaand na suraj
Na taare hain
Andheri sab bahaare hain
Andhere sab nazaare hain
Bhala insaan to insaan hai
Khuda bhi to nahin apna
Na poochho is jahaan mein
Kis kadar sahaare hain
Na ho hamsa zamaane mein
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Hai kitni door aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Na ho hamsa aa aa aa aa
Wo dekho chalte chalte
Koi andha ladkhadaaya hai
Bin aayi maut ke munh mein
Koi bechaara aaya hai
Padi hai laash raste mein
Na waaris hai na waali hai
Kisi aaya hai
Na ho hamsa zamaane mein
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Hai kitni door aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Na ho hamsa aa aa aa aa.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Jab Aankhen Hi Na Di Maalik lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Jab Aankhen Hi Na Di Maalik?

"Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" is beautifully sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Jab Aankhen Hi Na Di Maalik?

The lyrics were written by Majrooh Sultanpuri and the music was composed by Anil Krishna Biswas.

Where can I find Jab Aankhen Hi Na Di Maalik lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Jab Aankhen Hi Na Di Maalik?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Jab Aankhen Hi Na Di Maalik from?

"Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Jab Aankhen Hi Na Di Maalik?

This track falls under the Sad genre and was released by saregama.

About "Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" – Lyrics Meaning & Theme

"Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). The music, composed by Anil Krishna Biswas, perfectly blends with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.