Haan Ye Bholi Soorat Waale - Song Cover Image

Haan Ye Bholi Soorat Waale by singer Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish Lyrics in Hindi

ArtistLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish
Album
LanguageHindi
MusicAnil Krishna Biswas
Lyricist
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Haan Ye Bholi Soorat Waale Sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish | Written by Unknown

Haan Ye Bholi Soorat Waale lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish and written by . Watch & read full lyrics online.
Haan Ye Bholi Soorat Waale lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish from Char Dil Char Raahein (1959). Haan Ye Bholi Soorat Waale Playful soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by .
Haseenon ki adaayen bhi
Zamaane se niraali hain aen aen
Wafaa ka naam honthhon par hai
Dil andar se khaali hai ae
Haan ye bholi soorat waale
Dil ka lagana kya jaane
Haan ye bholi soorat waale
Dil ka lagana kya jaane
Aji jab dil chaha aa
Laga ke aag bujhana kya jaane
Aaa aaa nahin aata hai
Is duniya mein
Kisko pyaar ka sapna aa
Jise dekho hatheli par
Liye phirta hai dil apna
Haan ye dil ki daulat waale
Dil ka lagana kya jaane
Haan ye dil ki daulat waale
Dil ka lagana kya jaane
Inki nazar mein khel hai ulfat
Mit ke dikhana kya jaane
Haan ye dil ki daulat waale
Dil ka lagana kya jaane
atozlyric.com
Na hote ham to aakhir
Husnwaale bhi kahaan aan hote
Na raat itni haseen hoti ee
Na din itne jawaan hote
Hamne to ye ehsaan kiyaa hai
Wo bhi koi ehsaan karen
Hamne to ye ehsaan kiyaa hai
Wo bhi koi ehsaan karen
Honge hamaare dil ke tukde
Laakh kisi ka dhyaan karen
Honge hamaare dil ke tukde
Laakh kisi ka dhyaan karen
Dard basaakar hansne waale
Dard mitana kya jaane
Haan ye bholi soorat waale
Dil ka lagana kya jaane
Na hote ham to kisko
Jaa ke dil dete ye deewane
Hamaare naam se mashhoor
Hain ulfat ke afsaane
Saamne aaye kya munh lekar
Ab ye wafa ke matwaale
Saamne aaye kya munh lekar
Ab ye wafa ke matwaale
Pyaar se khaali dil ki duniya
Aur banen hain dil waale
Pyaar se khaali dil ki duniya
Aur banen hain dil waale
Rang na jisne dekha ulfat ka
Ham wo fasana kya jaane
Haan ye dil ki daulat waale
Dil ka lagana kya jaane.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Haan Ye Bholi Soorat Waale lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Haan Ye Bholi Soorat Waale" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Haan Ye Bholi Soorat Waale?

"Haan Ye Bholi Soorat Waale" is beautifully sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Haan Ye Bholi Soorat Waale?

The lyrics were written by a renowned lyricist and the music was composed by Anil Krishna Biswas.

Where can I find Haan Ye Bholi Soorat Waale lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Haan Ye Bholi Soorat Waale" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Haan Ye Bholi Soorat Waale?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Haan Ye Bholi Soorat Waale from?

"Haan Ye Bholi Soorat Waale" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Haan Ye Bholi Soorat Waale?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Haan Ye Bholi Soorat Waale" – Lyrics Meaning & Theme

"Haan Ye Bholi Soorat Waale" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish. The music, composed by Anil Krishna Biswas, perfectly blends with the lyrics penned by a skilled lyricist.

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Haan Ye Bholi Soorat Waale" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.