Mata Kaun Pita Koun - Song Cover Image

Mata Kaun Pita Koun by singer Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam Lyrics in Hindi

ArtistKavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam
Album
LanguageHindi
MusicLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Labelsaregama
GenreKids
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Mata Kaun Pita Koun Sung by Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam | Written by Anand Bakshi

Mata Kaun Pita Koun lyrics in Hindi with official video. Sung by Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam and written by Anand Bakshi. Watch & read full lyrics online.
Mata Kaun Pita Koun lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam from Benaam Badsha (1991). Mata Kaun Pita Koun Kids soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.
Aa rira ru, aa rira ru,
Oo mata ke ladle soja tu
Aa rira ru, aa rira ru,
Oo mata ke ladle soja tu
Mata koan pita koan, mata koan pita koan
Tujhe kya pata, dekha nahi
Suna nahi, naam kisi ka
Mata koan pita koan, tujhe kya pata,
Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Jhule me jhulaya nahi kisi ne mujhe
Sine se lagaya nahi kisi ne mujhe
Mata koan pita koan, tujhe kya pata,
Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Mata koan pita koan,
Aa rira ru, aa rira ru,
Oo mata ke ladle soja tu
Aa rira ru, aa rira ru,
Oo mata ke ladle soja tu
Ma ka dudh mila nahi pine ke liye
Ma ka dudh mila nahi pine ke liye
Maine apni aansu piye
Jine ke liye, jine ke liye
Jane kab aaya gaya bachpan mera
Bhukha pyasa nanga khali jiwan mera
Mata koan pita koan, mata koan pita koan
Tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi,
Naam kisi ka
Jivan mein ki hai maine kai choriya
Jivan mein ki hai maine kai choriya
Par mai chura na saka
Ma ki loriya, ma ki loriya
Jua khela, daru piya sab kuch kiya
Phir bhi ye gam bhula na saka.
Mata koan pita koan, mata koan pita koan
Tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi,
Naam kisi ka
atozlyric.com
Kachare ke dhabe mein giraya gaya tha
Kachare ke dhabe mein giraya gaya tha
Mai kachare ke dhabe se
Uthaya gaya tha, uthaya gaya tha
Mere man mein pyar nahi kahar hai bhara
Mere tan mein khun nahi jahar ahi bhara
Mata koan pita koan, tujhe kya pata,
Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Jhule mein jhulaya nahi kisi ne mujhe
Sine se lagaya nahi kisi ne mujhe
Mata koan pita koan, mata koan pita koan
Mata koan pita koan, mata koan pita koan.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Mata Kaun Pita Koun lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Mata Kaun Pita Koun" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Mata Kaun Pita Koun?

"Mata Kaun Pita Koun" is beautifully sung by Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Mata Kaun Pita Koun?

The lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal).

Where can I find Mata Kaun Pita Koun lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Mata Kaun Pita Koun" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Mata Kaun Pita Koun?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Mata Kaun Pita Koun from?

"Mata Kaun Pita Koun" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Mata Kaun Pita Koun?

This track falls under the Kids genre and was released by saregama.

About "Mata Kaun Pita Koun" – Lyrics Meaning & Theme

"Mata Kaun Pita Koun" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam. The music, composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), perfectly blends with the lyrics penned by Anand Bakshi.

The song dives into themes of Kids. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Kids music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Mata Kaun Pita Koun" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.