Adaab Arz Hai - Song Cover Image

Adaab Arz Hai by singer Asha Bhosle Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle
Album
LanguageHindi
MusicLala Asar Sattar
LyricistFarooq Qaiser
Labelsaregama
GenreMujra
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Adaab Arz Hai Sung by Asha Bhosle | Written by Farooq Qaiser

Adaab Arz Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle and written by Farooq Qaiser. Watch & read full lyrics online.
Adaab Arz Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Saat Sawal Haatim Tai (1971). The music of Adaab Arz Hai Mujra track is composed by Lala Asar Sattar while the lyrics are penned by Farooq Qaiser.
Aadab arz hai,
Nazro ki chhuri jis dil pe chali
Us dil ne kaha aadab arz hai
Us dil ne kaha aadab arz hai
Us dil ne kaha aadab arz hai
Dil bhi hai tera hum bhi hai tere
Na hath mila aadab arz hai
Na hath mila aadab arz hai
Nazro ki chhuri jis dil pe chali
Jis dil pe chali jis dil pe chali
Nazro ki chhuri jis dil pe chali
Nazro ki chhuri jis dil pe chali
Us dil ne kaha aadab arz hai
Us dil ne kaha aadab arz hai
Us dil ne kaha aadab arz hai
Ha jalwa bhi dikhana aata hai
Bijli bhi girana aata hai
Puchho na hazro tarha hume
Duniya ko jlana aata hai
Nazar mila ke hamare karib aa jao
Bnane aaj apna nasib aa jao
Hamara dil bhi hai sabse ajib aa jao
Iman chuarne aaj sari duniya me
Humne khayi hai kasam
Ab na manege sanam
Abhi ho jaye garam
Aaj khul jaye bharam
Aaj kuch karke hatenge
Ye kasam khayi hai
Aaj kuch karke hatenge
Ye kasam khayi hai
Ab na wado pe talenge
Ye kasam khayi hai
Ab na wado pe talenge
Ye kasam khayi hai
Hum tere dil me rahenge
Ye kasam khayi hai
Nazro ki chhuri jis dil pe chali
Us dil ne kaha aadab arz hai
Us dil ne kaha aadab arz hai
Us dil ne kaha aadab arz hai
atozlyric.com
Mana ke pale hum nazo me
Par naz uthana aata hai
Dil tham le sunne wale zara
Hotho pe fasana aata hai
Nigahe gajab tir dil pe chalta hai
Sambhalo lakh magar
Dil nahi sambhalta hai
Meri jawani ke bechain
Surakh sholo se
Batau kya tumhe
Pathar ka dil pighalta hai
Ab to shamo shehar
Chhalenge tire nazar
Dard utha hai jidhar
Naz rakh dena udhar
Aaj hum tere liye
Pyar ki dolat laye
Aaj hum tere liye
Pyar ki dolat laye
Jispe marta hai zamana
Wo mohabbat laye
Jispe marta hai zamana
Wo mohabbat laye
Tu samjhta hai ke
Hum teri shikayat laye
Dil bhi hai tera hum bhi hai tere
Na hath mila aadab arz hai
Na hath mila aadab arz hai
Na hath mila aadab arz hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Adaab Arz Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Adaab Arz Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Adaab Arz Hai?

"Adaab Arz Hai" is beautifully sung by Asha Bhosle. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Adaab Arz Hai?

The lyrics were written by Farooq Qaiser and the music was composed by Lala Asar Sattar.

Where can I find Adaab Arz Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Adaab Arz Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Adaab Arz Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Adaab Arz Hai from?

"Adaab Arz Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Adaab Arz Hai?

This track falls under the Mujra genre and was released by saregama.

About "Adaab Arz Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Adaab Arz Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle. The music, composed by Lala Asar Sattar, perfectly blends with the lyrics penned by Farooq Qaiser.

The song dives into themes of Mujra. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Mujra music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Adaab Arz Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.