Aye Ishq Isse Barbad Na Kar - Song Cover Image

Aye Ishq Isse Barbad Na Kar by singer G. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi Lyrics in Hindi

ArtistG. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi
Album
LanguageHindi
MusicShakat Ali Dehlavi (Nashad)
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Labelsaregama
GenreFunny
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Aye Ishq Isse Barbad Na Kar Sung by G. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi | Written by Raja Mehdi Ali Khan

Aye Ishq Isse Barbad Na Kar lyrics in Hindi with official video. Sung by G. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi and written by Raja Mehdi Ali Khan. Watch & read full lyrics online.
Aye Ishq Isse Barbad Na Kar lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi from Zara Bachke (1959). The music of Aye Ishq Isse Barbad Na Kar Funny track is composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad) while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.
Aye ishq isse barbad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Kashe ko tod na dena
Kashe ko tod na dena
Tujhe majnu ki kasam
Use shiri se mohabat
Mujhe laila ka hai gam kya
Kashe ko tod na dena
Tujhe majnu ki kasam
Use shiri se mohabat
Mujhe laila ka hai gam
Haye haye
Aye meri janejigar
Aye meri janejigar
Dekh to le ek nazar
Buri halat hai idhar
Buri halat hai idhar
Buri halat hai idhar
Jalne laga mera jigar
Mujhe itna to bata
Dur se tu batla
Mai hu diwana tera
Bat aage na bada
Man mera kaha
atozlyric.com
Mujhko suli na chada
Haye man le mera kaha
Mujhko suli na chada
Aankhe madmast meri
Jaan le lungi teri
Mufat me jaan na le
Mufat me jaan na le
Mufat me jaan na le
Apni nigaho ki kasam
Ye masa ek haridya ka hai
Haye is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Uske ghar jaoge pachhtaoge beta
Waha pathar bhi padenge
Bhaiya jute bhi padenge
Ullu ki tarha rat ko fariyad karoge
Ullu ki tarha rat ko fariyad karoge
Bemot maroge bhaiya agar ishq karoge
Sun mere bhai suna sun mere bhai
Nahi hai ye parichay achhe
Ishq wo khel nahi hai jise khele bache
Haye bhaiya romiyo ki kasam
Sari duniya ki kasam
Bhaiya romiyo ki kasam
Sari duniya ki kasam
Majnu uncle ki kasam aunti laila ki kasam
Majnu uncle ki kasam aunti laila ki kasam
Tujhe sukala ki kasam tujhe bhola ki kasam
Aye apne bap ka beta hai haye
Aye ishq isse barbad na kar
Is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Aye Ishq Isse Barbad Na Kar lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Aye Ishq Isse Barbad Na Kar" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Aye Ishq Isse Barbad Na Kar?

"Aye Ishq Isse Barbad Na Kar" is beautifully sung by G. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Aye Ishq Isse Barbad Na Kar?

The lyrics were written by Raja Mehdi Ali Khan and the music was composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad).

Where can I find Aye Ishq Isse Barbad Na Kar lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Aye Ishq Isse Barbad Na Kar" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Aye Ishq Isse Barbad Na Kar?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Aye Ishq Isse Barbad Na Kar from?

"Aye Ishq Isse Barbad Na Kar" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Aye Ishq Isse Barbad Na Kar?

This track falls under the Funny genre and was released by saregama.

About "Aye Ishq Isse Barbad Na Kar" – Lyrics Meaning & Theme

"Aye Ishq Isse Barbad Na Kar" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented G. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi. The music, composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad), perfectly blends with the lyrics penned by Raja Mehdi Ali Khan.

The song dives into themes of Funny. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Funny music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Aye Ishq Isse Barbad Na Kar" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.