Shaadi Karke Fas Gaye Re - Song Cover Image

Shaadi Karke Fas Gaye Re by singer Asha Bhosle, Kishore Kumar Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Kishore Kumar
Album
LanguageHindi
MusicHemant Bhosle
LyricistAnjaan
Labelsaregama
GenreRomantic
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Shaadi Karke Fas Gaye Re Sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar | Written by Anjaan

Shaadi Karke Fas Gaye Re lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar and written by Anjaan. Watch & read full lyrics online.
Shaadi Karke Fas Gaye Re lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983). The music of Shaadi Karke Fas Gaye Re Romantic track is composed by Hemant Bhosle while the lyrics are penned by Anjaan.
Jaa piya tohe
Piya tohe haan laaz nahin aave
Piya haan laaz nahin aave
Ghar mein sundar naar balam haan
Are ghar mein sundar naar balam
Tohe par naari bhaave
Ghar mein sundar naar balam
Tohe par naari bhaave piya tohe
Haan piya tohe haan laaz nahin aave
Piya haan laaz nahin aave
Mere saamne aise jab taake jaanke
Toh kyaa ghul khilaye kahin door jake
Kisi din pakad le agar teri chori
To mar jaaungi main toh faansi laga ke
Meri balaa se baad meri
Meri balaa se baad meri koi
Sautan ghar laave piya tohe
Haan piya tohe haan laaz nahin aave
Piya haan laaz nahin aave
Fas gaye fas gaye bandhu
Poori tarah fas gaye bachaao bachaao
Shaadi karke fas gaye yaar
Shaadi karke fas gaye yaar
Shaadi karke fas gaye yaar
Ye bhi zindagi kya hai umra bhar
Ye bhi zindagi kya hai umra bhar
Karna ek biwi se pyaar
Shaadi karke fas gaye yaar
Shaadi karke fas gaye yaar
atozlyric.com
Apne hi ghar mein ab yaaro
Ban gaye hum to bandi
Kadam kadam pe hai biwi ki
Nazron ki paa bandi
Bhagwan apna bhala kare
Apne hi ghar mein ab yaaro
Ban gaye hum to bandi
Kadam kadam pe hai biwi ki
Nazron ki paa bandi
Ghar apna ban gaya hai thana
Ghar apna ban gaya hai thana
Biwi ban gayi thanedaar
Biwi ban gayi thanedaar
Thanedaar thanedaar thanedaar
Thanedaar thanedaar bhaai
Thanedaar bani ho to sar pe baraste dande
Thanedaar bani ho to sar pe baraste dande
Dando se bachne ke bhi aate humein hath kande
Hath kande kuchh kaam na aate bhijvate police thane
Thanan todke no do gyarah ho jaate deewane
Ho jaate deewane haan ho jaate deewane
Haan tumhari itani himmat
Par ye bandhan kaise todun
Yeh toh hai janmo ka bandhan
Is ko bandhan mat bolo
Yeh bandhan hi hai apna jeevan
Apna jeevan
Shaadi karke bach gaye yaar
Shaadi karke bach gaye yaar
Shaadi karke bach gaye yaar
Bach gaye yaar bach gaye yaar
Mil gaye yaar mil gaye yaar
Piya tose pyaar mohe aaye
Piya tose pyaar mohe aaye.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Shaadi Karke Fas Gaye Re lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Shaadi Karke Fas Gaye Re" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Shaadi Karke Fas Gaye Re?

"Shaadi Karke Fas Gaye Re" is beautifully sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Shaadi Karke Fas Gaye Re?

The lyrics were written by Anjaan and the music was composed by Hemant Bhosle.

Where can I find Shaadi Karke Fas Gaye Re lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Shaadi Karke Fas Gaye Re" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Shaadi Karke Fas Gaye Re?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Shaadi Karke Fas Gaye Re from?

"Shaadi Karke Fas Gaye Re" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Shaadi Karke Fas Gaye Re?

This track falls under the Romantic genre and was released by saregama.

About "Shaadi Karke Fas Gaye Re" – Lyrics Meaning & Theme

"Shaadi Karke Fas Gaye Re" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Kishore Kumar. The music, composed by Hemant Bhosle, perfectly blends with the lyrics penned by Anjaan.

The song dives into themes of Romantic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Romantic music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Shaadi Karke Fas Gaye Re" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.