Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe - Song Cover Image

Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe by singer Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Album
LanguageHindi
MusicB.N. Bali
LyricistShamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Label
GenreQawwali
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe Sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) and written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). Watch & read full lyrics online.
Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from The Thief Of Baghdad (1969). Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe Qawwali soundtrack was composed by B.N. Bali with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).
Lo saaf bata dete hai tumhe
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat ha
Hum tumse mohabbat
Ho ho ji hum
Tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Kya baat kahi
Kya baat kahi masha allah
Kya baat kahi masha allah
Ye humse mohabbat karte hai
Kya baat kahi masha allah
Ye humse mohabbat karte hai
Kya baat kahi masha allah
Kya baat kahi masha allah
Ye humse mohabbat ha
Ye hamse mohabbat aji ha ha
Ye humse mohabbat karte hai
Kya baat kahi masha allah
Ye humse mohabbat karte hai
Kya baat kahi masha allah
Ye humse mohabbat karte hai
Kya baat kahi masha allah
Ye humse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
atozlyric.com
Lab pe aati hai wohi bat
Jo dil kahta hai
Dekh ke tumko hame
Hosh nahi rahta hai
Haye ye reshmi zulfe
Ye kitabi chehra
Haye ye phul se
Rukhsar gulabi chehra
Bahki bahki hui
Makhmul nigahe tauba
Ye chamakti ye
Lachakti hui bahe tauba
Dekh le tumko to
Goro ko pasina aaye
Khol to baal to sawan
Ka mahina aaye
Khol to baal to sawan
Ka mahina aaye
Lo aaj bhari mahfil me ye
Lo aaj bhari mahfil me ye
Izhare hakikat karte hai
Lo aaj bhari mahfil me ye
Lo aaj bhari mahfil me ye
Izhare hakikat karte hai
Lo aaj bhari mahfil me ye
Izhare hakikat karte hai
Lo aaj bhari mahfil me ye
Izhare hakikat karte hai
Karte hai karte hai karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Mithi bato me kabhi
Hum nahi aane wale
Hamne dekhe hai
Bahut tumse banane wale
Lo bahakne gaye
Sarkar khuda khair kare
Ho gaya hamse
Inhe pyar khuda khair kare
Ye kayi baar mare
Hai suna charchar hamne
Par janaja kabhi jate
Nahi dekha hamne
Rat din bas ye hasino
Ke gun hi gate hai
Wo saram wale hai
Dariya se palat aate hai
Wo saram wale hai
Dariya se palat aate hai
Wo saram wale hai
Dariya se palat aate hai
Inse bachke raho ye saudagar
Inse bachke raho ye saudagar
Ulfat me tizarat karte hai
Inse bachke raho ye saudagar
Inse bachke raho ye saudagar
Ulfat me tizarat karte hai
Inse bachke raho ye saudagar
Ulfat me tizarat karte hai
Inse bachke raho ye saudagar
Ulfat me tizarat karte hai
Karte hai karte hai karte hai
Kya baat kahi masha allah
Ye humse mohabbat karte hai
Kya baat kahi masha allah
Wah kya khub
Mohabbat ka sila dete ho
Hum wafadaro ko
Ilzame daga dete ho
Tum wo harjai ho
Has has ke rula dete ho
Tum jise tak lo mitti
Mein mila dete ho
Hum na honge to
Jamane mein andhera hoga
Hum na honge to
Yaha dard ka dera hoga
Ishk se apne jamane
Ko sawara hamne
Husn se apne jamane
Ko nikhara hamne
Ek din dekhna
Pachtaoge hamko kho kar
Aur tum yaad karoge
Sada rokar hamko
Haal ye ho gaya
Chahat mein tumhari dekho
Chal chalte hai nayi
Ab ye shikari dekho
Ham na honge to
Kaho naz karoge kis par
Hum na honge to
Batao ji maroge kis par
Chodiye chodiye
Bekar ki bate na karo
Hum bhi kahte hai
Ye takrar ki bate na karo
Samne tum ho to
Mausam hai suhana dekho
Pyar me duba hua
Hai ye zamana dekho
Waqt rangin ye
Kahta hai gale lag jao
Saze dil chhed ke
Ulfat ke tarane gao
Saze dil chhed ke
Ulfat ke tarane gao
Saze dil ched ke
Ulfat ke tarane gao
Jab pyar mein do dil milte hai
Jab pyar mein do dil milte hai
Virane ko jannat karkte hai
Jab pyar mein do dil milte hai
Jab pyar mein do dil milte hai
Virane ko jannat karkte hai
Jab pyar mein do dil milte hai
Virane ko jannat karkte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai
Lo saaf bata dete hai tumhe
Hum tumse mohabbat karte hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe?

"Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe" is beautifully sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe?

The lyrics were written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) and the music was composed by B.N. Bali.

Where can I find Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe from?

"Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe?

This track falls under the Qawwali genre and was released by a major label.

About "Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe" – Lyrics Meaning & Theme

"Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). The music, composed by B.N. Bali, perfectly blends with the lyrics penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.

Released under the label a reputed music brand in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.