Mari Zindagi Ke Humsafar - Song Cover Image

Mari Zindagi Ke Humsafar by singer Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) Lyrics in Hindi

ArtistGeeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Album
LanguageHindi
MusicOmkar Prasad Nayyar
LyricistJan Nisar Akhtar
Labelsaregama
GenreLove
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Mari Zindagi Ke Humsafar Sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Written by Jan Nisar Akhtar

Mari Zindagi Ke Humsafar lyrics in Hindi with official video. Sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) and written by Jan Nisar Akhtar. Watch & read full lyrics online.
Mari Zindagi Ke Humsafar lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Shrimati 420 (1956). The music of Mari Zindagi Ke Humsafar Love track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Jan Nisar Akhtar.
Meri zindagi ke hamsafar
Dekhna yahaan bhi ik nazar
Tera mera raaz kya
Is qadar bhi naaz kya
Thhoda thhoda pyaar kar le
Kal ki kuchh nahin khabar
Meri zindagi ke hamsafar
Dekhna yahaan bhi ik nazar
Tera mera raaz kya
Is qadar bhi naaz kya
Thoda thoda pyaar kar le
Kal ki kuchh nahin khabar
Meri zindagi ke hamsafar
atozlyric.com
Gham nahin mujhe jo dil gaya
Tujhko dilruba to mil gaya
Tu mera qaraar hai
Tujhpe sab nisaar hai
Tu mera qaraar hai
Tujhpe sab nisaar hai
Meethi meethi ye adaayen
Teekhi teekhi ye nazar
Meri zindagi ke hamsafar
Dekhna yahaan bhi ik nazar
Tera mera raaz kya
Is qadar bhi naaz kya
Thhoda thoda pyaar kar le
Kal ki kuchh nahin khabar
Meri zindagi ke hamsafar
Jo kaha kisi ne sun liya
Ab to maine tujhko chun liya
Aaj tu qareeb hai
Har khushi naseeb hai
Aaj tu qareeb hai
Har khushi naseeb hai
Tu jo mere saath hai
To kya mujhe kisi ka darr
Meri zindagi ke hamsafar
Dekhna yahaan bhi ik nazar
Tera mera raaz kya
Is qadar bhi naaz kya
Thoda thoda pyaar kar le
Kal ki kuchh nahin khabar
Mere zindagi ke hamsafar
Mujhpe ik nazar to daal de
Dil ki hasraten nikaal de
Hans ke mera naam le
Haath mera tham le
Hans ke mera naam le
Haath mera tham le
Dil khushi se jhoom jaaye
Kuchh to aisi baat kar
Meri zindagi ke hamsafar.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Mari Zindagi Ke Humsafar lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Mari Zindagi Ke Humsafar" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Mari Zindagi Ke Humsafar?

"Mari Zindagi Ke Humsafar" is beautifully sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Mari Zindagi Ke Humsafar?

The lyrics were written by Jan Nisar Akhtar and the music was composed by Omkar Prasad Nayyar.

Where can I find Mari Zindagi Ke Humsafar lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Mari Zindagi Ke Humsafar" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Mari Zindagi Ke Humsafar?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Mari Zindagi Ke Humsafar from?

"Mari Zindagi Ke Humsafar" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Mari Zindagi Ke Humsafar?

This track falls under the Love genre and was released by saregama.

About "Mari Zindagi Ke Humsafar" – Lyrics Meaning & Theme

"Mari Zindagi Ke Humsafar" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). The music, composed by Omkar Prasad Nayyar, perfectly blends with the lyrics penned by Jan Nisar Akhtar.

The song dives into themes of Love. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Love music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Mari Zindagi Ke Humsafar" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.