Jiske Liye Sabko Chhoda - Song Cover Image

Jiske Liye Sabko Chhoda by singer Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) Lyrics in Hindi

ArtistMohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Album
LanguageHindi
MusicUsha Khanna
LyricistMajrooh Sultanpuri
Labelsaregama
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Jiske Liye Sabko Chhoda Sung by Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) | Written by Majrooh Sultanpuri

Jiske Liye Sabko Chhoda lyrics in Hindi with official video. Sung by Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) and written by Majrooh Sultanpuri. Watch & read full lyrics online.
Jiske Liye Sabko Chhoda lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) from Saajan Ki Saheli (1981). The music of Jiske Liye Sabko Chhoda Sad track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.
Jiske liye sabko chhoda
Usi ne mere dil ko toda
Jiske liye sabko chhoda
Usi ne mere dil ko toda
Wo bewafa wo bewafa
Kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
Tujhse pyara koi mila
Choda tujhe to kyu hai gila
Tujhse pyara koi mila
Choda tujhe to kyu hai gila
Mai bewafa ha mai bewafa
Kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
Jiske liye sabko chhoda
Usi ne mere dil ko toda
Dekho kya khush hoke
Payal ko jhankare
Jal ke rah jaye dil
Aise kare ishare
Dekho kya khus hoke
Payal ko jhankare
Jal ke rah jaye dil
Aise kare ishare
Aage mere sitam gar
Gair ke dil me baske
Kaisi besharmi se
Bat kare has has ke
Kaise kahu kya ho gaya
Kal mera dil thi jo dilruba
Kaise kahu kya ho gaya
Kal mera dil thi jo dilruba
Wo bewafa wo bewafa
Kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
Tujhse pyara koi mila
Chhoda tujhe to kyu hai gila
Mai tu hu ek titli
Udne firne wali
Kaise rahungi baithi
Ek hi dil ki dali
Mai tu hu ek titli
Udne firne wali
Kaise rahungi baithi
Ek hi dil ki dali
Jab ik se ik badhke
Hai pyar ke najare
Fir kyu na lahrau
Kyu na karu ishare
Kaisi sharam kaisi haya
Jab se mila hai sathi naya
Kaisi sharam kaisi haya
Jab se mila hai sathi naya
atozlyric.com
Mai bewafa ho mai bewafa
Kisi or ke sajan ki saheli ho gayi
Jiske liye sabko chhoda
Usi ne mere dil ko toda
Pyar nasha hai aisa
Jispe cha jata hai
Aas pas bhi usko
Kam hi najar aata hai
Pyar nasha hai aisa
Jispe cha jata hai
Aas pas bhi usko
Kam hi najar aata hai
Mana ke mere dil me
Pyari is ek ladki
Aan basi hai fir se
Banke shama mere ghar ki
Chaha use to kya hua
Isme kisi ka jata hai kya
Chaha use to kya hua
Isme kisi ka jata hai kya
Wo bewafa ha mai bewafa
Kisi or ke sajan ki saheli ho gayi.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Jiske Liye Sabko Chhoda lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Jiske Liye Sabko Chhoda" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Jiske Liye Sabko Chhoda?

"Jiske Liye Sabko Chhoda" is beautifully sung by Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit). Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Jiske Liye Sabko Chhoda?

The lyrics were written by Majrooh Sultanpuri and the music was composed by Usha Khanna.

Where can I find Jiske Liye Sabko Chhoda lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Jiske Liye Sabko Chhoda" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Jiske Liye Sabko Chhoda?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Jiske Liye Sabko Chhoda from?

"Jiske Liye Sabko Chhoda" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Jiske Liye Sabko Chhoda?

This track falls under the Sad genre and was released by saregama.

About "Jiske Liye Sabko Chhoda" – Lyrics Meaning & Theme

"Jiske Liye Sabko Chhoda" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit). The music, composed by Usha Khanna, perfectly blends with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Jiske Liye Sabko Chhoda" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.