Jate Jate Ek Nazar - Song Cover Image

Jate Jate Ek Nazar by singer Mohammed Rafi, Shamshad Begum Lyrics in Hindi

ArtistMohammed Rafi, Shamshad Begum
Album
LanguageHindi
MusicIqbal Qureshi
LyricistShewan Rizvi
Labelsaregama
GenreQawwali
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Jate Jate Ek Nazar Sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum | Written by Shewan Rizvi

Jate Jate Ek Nazar lyrics in Hindi with official video. Sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum and written by Shewan Rizvi. Watch & read full lyrics online.
Jate Jate Ek Nazar lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Qawwali Ki Raat (1964). The music of Jate Jate Ek Nazar Qawwali track is composed by Iqbal Qureshi while the lyrics are penned by Shewan Rizvi.
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Aahe
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Subah kaa waqt huaa
Aayi gulshan mein sabaa
Chhid gayaa saaz e chaman
Goonji aawaaz e chaman
Naalaa bulbul ne kiyaa
Khul gayaa raaz e chaman
Phool muskaane lage
Ishq farmaane lage
Aah e bulbul se magar
Phaili gulshan mein khabar
Ishq badnaam huaa
Chal gayaa sabko pataa
Baagbaan aa hi gayaa
Pyaar ki dene sazaa
Phool shaakhon se choone
Naale bulbul se sune
Haar kuchh goonth liye
Hanste dil tod diye
Ashq shabnam ke bahe
Aur khaamosh rahe
Haar phoolon ke jo gulshan se wo lekar niklaa
Apne phoolon se machalti huyi
Bulbul ne kahaa
Kyaa
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Aahe
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
atozlyric.com
Shamaa ne jalwe lutaaye
Jo shabistaanon mein
Shauq jal jaane kaa paidaa huaa
Parwaanon mein
Shamaa ne jalwe lutaaye
Jo shabistaanon mein
Shauq jal jaane kaa paidaa huaa
Parwaanon mein
Sar hatheli pe liye
Ishq ke jaanbaaz chale
Aag seenon mein chhupaaye huye
Hamraaz chale
Aag seenon mein chhupaaye huye
Hamraaz chale
Shamaa ne dekhaa
Jo aate huye parwaanon ko
Boli bithlaaun kahaan
Ishq ke mehmaanon ko
Kaun samjhaayegaa
In chaaq girebaanon ko
Sirphiraa kahti hai duniyaa mere deewaanon ko
Sirphiraa kahti hai duniyaa mere deewaanon ko
Aise deewaane ki marne ki qasam khaaye huye
Ishq ki aag mein jalne ke liye aaye huye
Ishq ki aag mein jalne ke liye aaye huye
Munh phiraaungi to mahfil se nikal jaayenge
Inko seene se lagaaungi to jal jaayenge
Bole parwaane hamen ishq mein jal jaane de
Jaan ke saath ye armaan nikal jaane de
Kah ke ye shauq mein deewaane pe deewaanaa giraa
Ishq ki aag mein parwaane pe parwaanaa giraa
Ishq ki aag mein parwaane pe parwaanaa giraa
Ahal e dil jalwaa e jaanaan pe fidaa hone lage
Shamaa ki lau se gale mil ke judaa hone lage
Ishq mein dekh ke qurbaaniyaan in deewaanon ki
Shamaa ne itnaa kahaa laash pe parwvaanon ki
Kyaa
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Aahe
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Jate Jate Ek Nazar lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Jate Jate Ek Nazar" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Jate Jate Ek Nazar?

"Jate Jate Ek Nazar" is beautifully sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Jate Jate Ek Nazar?

The lyrics were written by Shewan Rizvi and the music was composed by Iqbal Qureshi.

Where can I find Jate Jate Ek Nazar lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Jate Jate Ek Nazar" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Jate Jate Ek Nazar?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Jate Jate Ek Nazar from?

"Jate Jate Ek Nazar" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Jate Jate Ek Nazar?

This track falls under the Qawwali genre and was released by saregama.

About "Jate Jate Ek Nazar" – Lyrics Meaning & Theme

"Jate Jate Ek Nazar" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mohammed Rafi, Shamshad Begum. The music, composed by Iqbal Qureshi, perfectly blends with the lyrics penned by Shewan Rizvi.

The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Jate Jate Ek Nazar" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.