Bhul Hui Kya Mujhse by singer Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) Lyrics in Hindi
Artist
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Album
Language
Hindi
Music
Hansraj Behl
Lyricist
S.P. Kalla
Label
saregama
Genre
Sad
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Bhul Hui Kya Mujhse Sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Written by S.P. Kalla
Bhul Hui Kya Mujhse lyrics in Hindi with official video. Sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) and written by S.P. Kalla. Watch & read full lyrics online.
Bhul Hui Kya Mujhse lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Lanka Dahan (1952). The music of Bhul Hui Kya Mujhse Sad track is composed by Hansraj Behl while the lyrics are penned by S.P. Kalla.
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Shiv ka danush tod jab dala
Tab dali maine varmala
Wo kuch pal itne mann bhaye
Kumkum lal gulal udaye
Mann se mann mil ek hue the
Un charno mein apna tan mann vara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Raj tilak ka shubh din aaya
Swarg utar dharati par aaya
Jagmag deepak mal sazai
Ghar ghar banj uthi shahenai
atozlyric.com
Par bhi ye sukh dekh na paya
Bhuje dip aur gir aaya andhiyara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Pakar aaghya ram pita ki
Van ko chale nahi chinta ki
Raghukul reet sada chali aaye
Pran jaye par vachan na jahi
Van vanvasi chale tino van
Chhod ayodhya ghar se kiya kinara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bharat charan chhu nir bahaye
Nil kamal jal mein murjhaye
Charan padu ka shish chadaye
Khud sewak ban raaz chalaye
Panchvati mein lene humko
Chhod aa gaye raaz pat ghar saara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Ghat pat par hum jo jaate
Kand mol kha samay bitate
Panchvati ke us aangan mein
Sau sau baras bitate van mein
Par na vidhata ko ye bhaya
De na saka ye bhi saath hamara
Likha vidhata kin ghadiyo me
Aisa lekh hamara
Sone ka marg kisne dekha
Kyu langhi dewar ki rekha
Apno se hum door hue hai
Milne se majboor hue hai
Tadap tadap kar rah jayenge
Kaun yaha de dukh mein saath hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Bhul Hui Kya Mujhse lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Bhul Hui Kya Mujhse" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Bhul Hui Kya Mujhse?
"Bhul Hui Kya Mujhse" is beautifully sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Bhul Hui Kya Mujhse?
The lyrics were written by S.P. Kalla and the music was composed by Hansraj Behl.
Where can I find Bhul Hui Kya Mujhse lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Bhul Hui Kya Mujhse" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Bhul Hui Kya Mujhse?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Bhul Hui Kya Mujhse from?
"Bhul Hui Kya Mujhse" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Bhul Hui Kya Mujhse?
This track falls under the Sad genre and was released by saregama.
About "Bhul Hui Kya Mujhse" – Lyrics Meaning & Theme
"Bhul Hui Kya Mujhse" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). The music, composed by Hansraj Behl, perfectly blends with the lyrics penned by S.P. Kalla.
The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.
Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Bhul Hui Kya Mujhse" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.