Is Ishq Ke Kaanton Mein - Song Cover Image

Is Ishq Ke Kaanton Mein by singer Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali Lyrics in Hindi

ArtistShailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali
Album
LanguageHindi
MusicVasant Desai
LyricistBehzad Lucknavi
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Is Ishq Ke Kaanton Mein Sung by Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali | Written by Behzad Lucknavi

Is Ishq Ke Kaanton Mein lyrics in Hindi with official video. Sung by Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali and written by Behzad Lucknavi. Watch & read full lyrics online.
Is Ishq Ke Kaanton Mein lyrics, the song is sung by Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali from Andhon Ki Duniya (1947). The music of Is Ishq Ke Kaanton Mein Playful track is composed by Vasant Desai while the lyrics are penned by Behzad Lucknavi.
Is ishq ke kaanton mein
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana
Daaman jo ulajh jaaye to
Daaman na chhudaana
Daaman na chhudaana
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana
Is aankh mein hai zehar bhi
Jaadoo bhi sukoon bhi
Armaanon ka khoon bhi
Uhoon
Is shokh nazar se kabhi
Nazrein na milaana
Nazrein na milaana
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana
Har simt machalti
Nazar aati hain bahaarein
Padti hain phuhaarein
Aise mein chale aao o
Aise mein chale aao
Ke mausam hai suhaana
Mausam hai suhaana
Is husn e jahaan
Soz ka
Aalam hai khareedaar
Duniya hain giraftaar
Nazron mein do aalaam hain to
Kadmon mein zamaana
Kadmon mein zamaana
Barsaat ki bheegi huyi
Raaton ki kasam hai
Kyun tumko alam hai
Baadal ki tarah tum koyi ee ee ee
Baadal ki tarah tum koyi
Aansoo na bahaana
Aansoo na bahaana
Jis gham ko chhupaye thha aa aa aa
Jis gham ko chhupaye thha main
Duniya ki nazar se
Har dard e basher se
Har ashq sunaane lagaa
Us gham ka fasaana
Us gham ka fasaana
atozlyric.com
Apnon hi se duniya mein
Pahunchata hai sadma
Gham hota hain doona
Apnon hi se duniya mein
Pahunchata hai sadma
Ho jaata hain sadma
Gham hota hain doona
Duniya mein kisiko bhi tum
Apna na banaana
Apna na banaana
Duniya mein kisiko bhi tum
Apna na banaana
Apna na banaana
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Is Ishq Ke Kaanton Mein lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Is Ishq Ke Kaanton Mein" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Is Ishq Ke Kaanton Mein?

"Is Ishq Ke Kaanton Mein" is beautifully sung by Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Is Ishq Ke Kaanton Mein?

The lyrics were written by Behzad Lucknavi and the music was composed by Vasant Desai.

Where can I find Is Ishq Ke Kaanton Mein lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Is Ishq Ke Kaanton Mein" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Is Ishq Ke Kaanton Mein?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Is Ishq Ke Kaanton Mein from?

"Is Ishq Ke Kaanton Mein" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Is Ishq Ke Kaanton Mein?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Is Ishq Ke Kaanton Mein" – Lyrics Meaning & Theme

"Is Ishq Ke Kaanton Mein" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali. The music, composed by Vasant Desai, perfectly blends with the lyrics penned by Behzad Lucknavi.

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Is Ishq Ke Kaanton Mein" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.