Do Pyar Karne Walon Ko Door - Song Cover Image

Do Pyar Karne Walon Ko Door by singer Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu Lyrics in Hindi

ArtistKavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Album
LanguageHindi
MusicRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Labelsaregama
GenreLove
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Do Pyar Karne Walon Ko Door Sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Written by Ravindra Jain

Do Pyar Karne Walon Ko Door lyrics in Hindi with official video. Sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu and written by Ravindra Jain. Watch & read full lyrics online.
Do Pyar Karne Walon Ko Door lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu from Kalyug Ke Avtaar (1995). Do Pyar Karne Walon Ko Door Love soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.
Dil kahein duniya ki baaton mein na aana
Kehati hain duniya tu huaa hain deewana
Mammy ka hukum soni kudi ghar laana
Daddy ki himayat ke dhokha nahi khaana
Bhaiyya ka hain order akeli nahi jaana
Yahan wahan jaake kahin naak na katana
Din din badhati hain pyaar ki sajaye
Dil ke deewane jaaye to kahan jaaye
atozlyric.com
Do pyaar karne waalo ko door karte hain
Do pyaar karne waalo ko door karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Naajhuk dilo ke seeshe ye choor karte hain
Naajhuk dilo ke seeshe ye choor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Chor nazar ka ye ishaara chori chori
Ho dilne dil ko pukaara chori chori
Shuru huaa milna hamara chori chori
Mil gaya sahara jeene ka chori chori
Hum pyaar ek dujhe ko bhar pur karte hain
Hum pyaar ek dujhe ko bhar pur karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Chain lene na de koi tere deewane ko
Ek jaata nahi woh aate hain samjhane ko
Koi sunta nahi dard ke afsaane ko
Humse humdardi nahi koi apne begaane ko
Log raazi nahi aashiq pe taras khaane ko
Aise aalam mein to jee karta hain marjaane ko
Maasum se khaabo ko benoor karte hain
Maasum se khaabo ko benoor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Kisi ki na maanege na kisi ki sunenge
Har tanhaai ko pyaar se bunenge
Duniya waale yunhi jhalenge bunenge
Janam janam hum tumhi ko chunenge
Ye faisala hum dono manjoor karte hain
Ye faisala hum dono manjoor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain
Humein chori chori milane pe
Ye log majhboor karte hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Do Pyar Karne Walon Ko Door lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Do Pyar Karne Walon Ko Door" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Do Pyar Karne Walon Ko Door?

"Do Pyar Karne Walon Ko Door" is beautifully sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Do Pyar Karne Walon Ko Door?

The lyrics were written by Ravindra Jain and the music was composed by Ravindra Jain.

Where can I find Do Pyar Karne Walon Ko Door lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Do Pyar Karne Walon Ko Door" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Do Pyar Karne Walon Ko Door?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Do Pyar Karne Walon Ko Door from?

"Do Pyar Karne Walon Ko Door" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Do Pyar Karne Walon Ko Door?

This track falls under the Love genre and was released by saregama.

About "Do Pyar Karne Walon Ko Door" – Lyrics Meaning & Theme

"Do Pyar Karne Walon Ko Door" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu. The music, composed by Ravindra Jain, perfectly blends with the lyrics penned by Ravindra Jain.

The song dives into themes of Love. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Love music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Do Pyar Karne Walon Ko Door" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.