Aap Aaye Na Bahaaron Ke - Song Cover Image

Aap Aaye Na Bahaaron Ke by singer Ustad Ghulam Mustafa Khan Lyrics in Hindi

ArtistUstad Ghulam Mustafa Khan
Album
LanguageHindi
MusicUstad Ghulam Mustafa Khan
Lyricist
Labeltips music
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Aap Aaye Na Bahaaron Ke Sung by Ustad Ghulam Mustafa Khan | Written by Unknown

Aap Aaye Na Bahaaron Ke lyrics in Hindi with official video. Sung by Ustad Ghulam Mustafa Khan and written by . Watch & read full lyrics online.
Aap Aaye Na Bahaaron Ke lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Mustafa Khan from Mayer - E - Ghazal (2001). Aap Aaye Na Bahaaron Ke Ghazal soundtrack was composed by Ustad Ghulam Mustafa Khan with lyrics written by .
Aap aaye na bahaaron ke zamaane aaye
Aap aaye na bahaaron ke zamaane aaye
Yaad har roz
Yaad har roz magar zakham puraane aaye
Aap aaye na bahaaron ke zamaane aaye
Jism kyun aap hi patthar ka huaa jaata hai
Jism kyun aap hi patthar ka huaa jaata hai
Koi to chhuke ise mom banane aaye
Yaad har roz
Yaad har roz magar zakham puraane aaye
Aap aaye na bahaaron ke zamaane aaye
Zindagi aas ke sahera mein bhatakti rahi
Zindagi aas ke sahera mein bhatakti rahi
Pyaas dariyaa na samandar hi buja ne aaye
Yaad har roz
Yaad har roz magar zakham puraane aaye
Aap aaye na bahaaron ke zamaane aaye
atozlyric.com
Uski chahat ka mera dil ko yakeen hai lekin
Uski chahat ka mera dil ko yakeen hai lekin
Woh kisi roz mujhe bhi toh jatane aaye
Yaad har roz
Yaad har roz magar zakhm puraane aaye
Aap aaye na bahaaron ke zamaane aaye
Ashq dekhe nahin muddat se meri aankho mein
Ashq dekhe nahin muddat se meri aankho mein
Kab se baitha hoon koi mujh ko rulane aaye
Yaad har roz
Yaad har roz magar zakhm puraane aaye
Aap aaye na bahaaron ke zamaane aaye.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Aap Aaye Na Bahaaron Ke lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Aap Aaye Na Bahaaron Ke" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Aap Aaye Na Bahaaron Ke?

"Aap Aaye Na Bahaaron Ke" is beautifully sung by Ustad Ghulam Mustafa Khan. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Aap Aaye Na Bahaaron Ke?

The lyrics were written by a renowned lyricist and the music was composed by Ustad Ghulam Mustafa Khan.

Where can I find Aap Aaye Na Bahaaron Ke lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Aap Aaye Na Bahaaron Ke" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Aap Aaye Na Bahaaron Ke?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Aap Aaye Na Bahaaron Ke from?

"Aap Aaye Na Bahaaron Ke" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Aap Aaye Na Bahaaron Ke?

This track falls under the Ghazal genre and was released by tips music.

About "Aap Aaye Na Bahaaron Ke" – Lyrics Meaning & Theme

"Aap Aaye Na Bahaaron Ke" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Ustad Ghulam Mustafa Khan. The music, composed by Ustad Ghulam Mustafa Khan, perfectly blends with the lyrics penned by a skilled lyricist.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label tips music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Aap Aaye Na Bahaaron Ke" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.