Bhar Bhar Ke Jaam Pila De by singer Lata Mangeshkar Lyrics in Hindi
Artist
Lata Mangeshkar
Album
Language
Hindi
Music
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Label
saregama
Genre
Happy
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Bhar Bhar Ke Jaam Pila De Sung by Lata Mangeshkar | Written by Jan Nisar Akhtar
Bhar Bhar Ke Jaam Pila De lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar and written by Jan Nisar Akhtar. Watch & read full lyrics online.
Bhar Bhar Ke Jaam Pila De lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Yasmin (1955). The music of Bhar Bhar Ke Jaam Pila De Happy track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Jan Nisar Akhtar.
Aa jaa aa jaa mere saaqi
Hasrat hai dil mein baaqi
Ulfat ka jaam pila jaa
Jeene ka dhang bata jaa
atozlyric.com
Ye kisne pukaara hai
Mujhe ae kisne pukaara
Hai kaun talabgaar mera
Kaun hai pyara
Bhar bhar ke jaam pila de
Bhar bhar ke jaam pila de
Saaqi bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Sharaab e husn nazar
Se pilane aayi hun
Un un un
Main ek ek ko bekhud
Banaane aayi hun
Sharaab e husn nazar
Se pilane aayi hun
Un un un
Main ek ek ko be khud
Banane aayi hun
Ada se naaz se abru
Ke ek ishaare se
Ada se naaz se abru
Ke ek ishare se
Dilo mein ishq ka jaadu
Jagaane aayi hun
Bhar bhar ke jaam pila de
Bhar bhar ke jaam pila de
Saaqi bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Nazar milaao to dil
Ko qaraar aa jaaye
Har ek ada pe meri
Tum ko pyaar aa jaaye
Uthaao jaam ke jannat
Se kam nahin duniya
Uthaao jaam ke jannat
Se kam nahin duniya
Piyo piyo ke tumhe
Aitbaar aa jaaye
Piyo piyo ke tumhe
Aitbaar aa jaaye
Bhar bhar ke jaam pila de
Bhar bhar ke jaam pila de
Saaqi bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Wo muskura ke nigaahen
Milaaye jaate hain
Ain ain ain ain
Surur bann ke mere
Dil pe chhaaye jaate hain
Wo muskura ke nigaahen
Milaaye jaate hain
Ain ain ain ain
Surur bann ke mere
Dil pe chhaaye jaate hain
Mili hai aaj jo unki
Nazar se meri nazar
Mili hai aaj jo unki
Nazar se meri nazar
To haay mere qadam
Dagmagaaye jaate hain
Bhar bhar ke jaam pila de
Bhar bhar ke jaam pila de
Saaqi bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Bhar bhar ke jaam pila de
Bhar bhar ke jaam pila de
Saaqi bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala
Tu laa laa laa
Bass bana de matwala.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Bhar Bhar Ke Jaam Pila De lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Bhar Bhar Ke Jaam Pila De" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Bhar Bhar Ke Jaam Pila De?
"Bhar Bhar Ke Jaam Pila De" is beautifully sung by Lata Mangeshkar. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Bhar Bhar Ke Jaam Pila De?
The lyrics were written by Jan Nisar Akhtar and the music was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra).
Where can I find Bhar Bhar Ke Jaam Pila De lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Bhar Bhar Ke Jaam Pila De" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Bhar Bhar Ke Jaam Pila De?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Bhar Bhar Ke Jaam Pila De from?
"Bhar Bhar Ke Jaam Pila De" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Bhar Bhar Ke Jaam Pila De?
This track falls under the Happy genre and was released by saregama.
About "Bhar Bhar Ke Jaam Pila De" – Lyrics Meaning & Theme
"Bhar Bhar Ke Jaam Pila De" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar. The music, composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), perfectly blends with the lyrics penned by Jan Nisar Akhtar.
The song dives into themes of Happy. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Happy music.
Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Bhar Bhar Ke Jaam Pila De" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.