Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu - Song Cover Image

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu by singer Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) Lyrics in Hindi

ArtistLata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Album
LanguageHindi
MusicJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Labelsaregama
GenreRomantic
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu Sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Written by Hasrat Jaipuri

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) and written by Hasrat Jaipuri. Watch & read full lyrics online.
Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Aas Ka Panchhi (1961). The music of Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Haay dil ko churaakar le gayaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Dekhnaa wo bigad kar phir hamen
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
O mujhe teri qasam
Yahi samaan maar gayaa
Isi jalwe pe tere
Donon jahaan haar gayaa
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Ye na samjho ki tumse door hoon
Ye na samjho ki tumse door hoon
Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Chaand ke sang jaise hai chaandni
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Haay wo dil hi nahin jo na dhadaknaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
atozlyric.com
Chaahe koi dagar ho pyaar ki
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Dil jalegaa to hogi roshni
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
O sharad poonam ki rang bhari chaandni
Meri sab kuchh meri taqdeer meri zindagi
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu?

"Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu" is beautifully sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu?

The lyrics were written by Hasrat Jaipuri and the music was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

Where can I find Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu from?

"Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu?

This track falls under the Romantic genre and was released by saregama.

About "Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu" – Lyrics Meaning & Theme

"Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). The music, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi, perfectly blends with the lyrics penned by Hasrat Jaipuri.

The song dives into themes of Romantic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Romantic music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.