Duniya Isi Ka Naam Hai - Song Cover Image

Duniya Isi Ka Naam Hai by singer Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar Lyrics in Hindi

ArtistMukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar
Album
LanguageHindi
MusicJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistShamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Labelsaregama
GenrePhilosophical
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Duniya Isi Ka Naam Hai Sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar | Written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Duniya Isi Ka Naam Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar and written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). Watch & read full lyrics online.
Duniya Isi Ka Naam Hai lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar from Duniya (1968). Duniya Isi Ka Naam Hai Philosophical soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).
Duniya mein sab hi chehre
Lagte to hain pehchaane
Kyun phir bhi hain anjaane
Yeh baat woh hi jaane
Haaye
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Apne hi apnon se yahan
Begaane jaise rehte hain
Begaane jaise rehte hain
Begaane jaise rehte hain
Duniya isi ka naam hai
Jo hum chaahen jo tum chaaho
Woh kab hota hai duniya mein
Muqaddar ke ishaaron pe
Yeh sab hota hai duniya mein
Yeh sab hota hai duniya mein
Yeh sab hota hai duniya mein
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ka naam hai
Kabhi us mod par loota gaya
Hai karwaan dil ka
Jahaan se do qadam hi faasla
Baaqi thha manzil ka
Yahan kehti hai khaamoshi
Hazaaron gham ke afsaane
Magar is baat ka matlab
Koyi bedard kya jaane
Koyi bedard kya jaane
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ka naam hai
atozlyric.com
Yahan har gham khushi ka ik naya
Paighaam laata hai
Andheri raat jaati hai
Sawera muskuraata hai
Sawera muskuraata hai
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ka naam hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Duniya Isi Ka Naam Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Duniya Isi Ka Naam Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Duniya Isi Ka Naam Hai?

"Duniya Isi Ka Naam Hai" is beautifully sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Duniya Isi Ka Naam Hai?

The lyrics were written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) and the music was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

Where can I find Duniya Isi Ka Naam Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Duniya Isi Ka Naam Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Duniya Isi Ka Naam Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Duniya Isi Ka Naam Hai from?

"Duniya Isi Ka Naam Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Duniya Isi Ka Naam Hai?

This track falls under the Philosophical genre and was released by saregama.

About "Duniya Isi Ka Naam Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Duniya Isi Ka Naam Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar. The music, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi, perfectly blends with the lyrics penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

The song dives into themes of Philosophical. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Philosophical music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Duniya Isi Ka Naam Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.