Mujhe Ishq Ho Gayaa by singer Aslam Sabri Lyrics in Hindi
Artist
Aslam Sabri
Album
Language
Hindi
Music
Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma
Lyricist
Anand Bakshi
Label
saregama
Genre
Qawwali
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Mujhe Ishq Ho Gayaa Sung by Aslam Sabri | Written by Anand Bakshi
Mujhe Ishq Ho Gayaa lyrics in Hindi with official video. Sung by Aslam Sabri and written by Anand Bakshi. Watch & read full lyrics online.
Mujhe Ishq Ho Gayaa lyrics, the song is sung by Aslam Sabri from Parampara (1993). The music of Mujhe Ishq Ho Gayaa Qawwali track is composed by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Ishq ka jikar aasamano par
Ishq ka naam sab zubano par
Khel dil ka hai yeh magar isme
Khel jate hai log jaano par
Main jiski talash mein nikla
Main jiski talash mein nikla
Main jiski talash mein nikla
Talash mein nikla, talash mein nikla
Talash mein main nikla
Main jiski talash mein nikla
Main jiski talash mein nikla
Usko to maine dhundh liya
Usko to maine dhundh liya
Dhundh liya, dhundh liya
Dhundh liya, dhundh liya
Usko to maine dhundh liya
Usko to maine dhundh liya
Use dhundh ke main khud kho gaya
Kho gaya kho gaya
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ho gaya
Mujhe ishq ho gaya ishq ho gaya
Ishq ishq ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Kafir kaho to kahlo kahlo
Kafir kaho to kahlo
Majhab hai ishq mera mera
Majhab hai ishq mera
Kafir kaho to kahlo
Majhab hai ishq mera
Kafir kaho to kahlo
Majhab hai ishq mera
Kuch bhi akhu juba se
Matlab hai ishq mera
Matlab hai ishq mera
Matlab hai ishq mera
Na samjho dillagi hai
Ke yeh dil ki lagi hai
Yeh meri jaan legi
Yeh sab kuchh fuk degi
Dhua uthane laga hai
Ye dum ghutne laga hai
Ke dil mein haule haule
Bhadak uthe hai shole
Bhadak uthe hai shole
Bhadak uthe hai shole
Dekh rahi sari duniya
Dur khadi hairani se
Dekh rahi sari duniya
Door khadi hairani se
Saat samunder haar gaye
Door khadi hairani se
Saat samunder haar gaye
Ye aag bujhi na pani se
Ye aag bujhi na pani se
Ye aag bujhi na pani se
Ye aag bujhi na pani se
Ye dil ki na we gali gali
Ye dil ki na we gali gali
Barsat baras kar chali gayi
Barsat baras kar chali gayi
Barsat baras kar chali gayi
Barsat baras kar chali gayi
Sawan bhi aa kar ro gaya
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
atozlyric.com
Janaja uthega ya barat hogi
Magar aaj unse mulakat hogi
Janaja uthega ya barat hogi
Magar aaj unse mulakat hogi
Magar aaj unse mulakat hogi
Bade jor ki pyar jagi hai dil me
Bade jor ki pyar jagi hai dil me
Bade jor ki aaj barsat hogi
Bade jor ki aaj barsat hogi
Kaha se aa raha hu kaha
Main jaa raha hoon
Muhje iski khabar kya
Idhar kya hai udhar kya
Mere chitchor se main
Batau jor se main
Jaha bhi jayega
Wo mujhe le jayega wo
Jaha bhi jayega
Wo mujhe le jayega wo
Bhul bhulaiya nain sajan ke
Mujhko iski khabar nahi
Bhul bhulaiya nain sajan ke
Mujhko iski khabar nahi
Jane ki to hai wapas
Aane ki koi dagar nahi
Jane ki to hai wapas
Aane ki koi dagar nahi
Aane ki koi dagar nahi
Aane ki koi dagar nahi
Aane ki koi dagar nahi
Na surat uski aayi nazar
Na surat uski aayi nazar
Na uski koi aayi khabara
Na uski koi aayi khabara
Us prem gali mein jo gaya
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ho gaya
Ishq ishq ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq khuda hai ishq hi rab hai
Ishq hi to dunia ka sabab hai
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq hai jadu ishq hai khusbu
Ishq nahi to kya mai kya tu
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Nam hajaro ishq akela
Ishq bina hai kaunsa mela
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq sayana ishq deewana
Ishq ko samjhe kya ye jamana
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq ki bate har mahfil mein
Mandir masjid ek hi dil mein
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq
Ishq ho gaya ishq ishq
Mujhe ishq ho gaya ishq ishq.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Mujhe Ishq Ho Gayaa lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Mujhe Ishq Ho Gayaa" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Mujhe Ishq Ho Gayaa?
"Mujhe Ishq Ho Gayaa" is beautifully sung by Aslam Sabri. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Mujhe Ishq Ho Gayaa?
The lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma.
Where can I find Mujhe Ishq Ho Gayaa lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Mujhe Ishq Ho Gayaa" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Mujhe Ishq Ho Gayaa?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Mujhe Ishq Ho Gayaa from?
"Mujhe Ishq Ho Gayaa" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Mujhe Ishq Ho Gayaa?
This track falls under the Qawwali genre and was released by saregama.
About "Mujhe Ishq Ho Gayaa" – Lyrics Meaning & Theme
"Mujhe Ishq Ho Gayaa" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Aslam Sabri. The music, composed by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma, perfectly blends with the lyrics penned by Anand Bakshi.
The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.
Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Mujhe Ishq Ho Gayaa" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.