Hum Tere Pyaar Mein - Song Cover Image

Hum Tere Pyaar Mein by singer Lata Mangeshkar Lyrics in Hindi

ArtistLata Mangeshkar
Album
LanguageHindi
MusicJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Labelsaregama
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Hum Tere Pyaar Mein Sung by Lata Mangeshkar | Written by Hasrat Jaipuri

Hum Tere Pyaar Mein lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar and written by Hasrat Jaipuri. Watch & read full lyrics online.
Hum Tere Pyaar Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Dil Ek Mandir (1963). The music of Hum Tere Pyaar Mein Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Hum tere pyaar mein sara aalam
Kho baithhe hai kho baithhe
Tum kahate ho ke aise
Pyaar ko bhul jaao bhul jaao
Hum tere pyaar mein sara aalam
Kho baithhe hai kho baithhe
Tum kahate ho ke aise
Pyaar ko bhul jaao bhul jaao
Hum tere pyaar mein sara aalam
atozlyric.com
Panchhi se chhudaakar us kaa
Ghar tum apne ghar par le aaye
Ye pyaar kaa pinjaraa man bhaya
Hum ji bhar bhar kar musakaye
Jab pyaar huaa is pinjade se
Tum kahane lage aazad raho
Hum kaise bhulaaye pyaar tera
Tum apni jubaan se ye naa kaho
Ab tum saa jahaan mein koi nahin
Hai hum to tumhaare ho baithhe
Tum kahate ho ke aise
Pyaar ko bhul jaao bhul jaao
Hum tere pyaar mein sara aalam
Is teri charan ki dhul se hum
Ne apni jiwan maang bhari
Jab hi to suhaagan kahalaayi
Duniya ki najar mein pyaar bani
Tum pyaar ki sundar murat ho
Aaur pyaar humaari pujaa hai
Ab in charanon mein dam nikale
Bas itani aaur tamannaa hai
Hum pyaar ke gangaajal se balam
Ji tanaman apnaa dho baithhe
Tum kahate ho ke aise pyaar
Ko bhul jaao bhul jaao
Hum tere pyaar mein sara aalam
Sapno kaa darpan dekhaa tha
Sapno kaa darpan tod diyaa
Ye pyaar kaa aanchal humane to
Daaman se tumhaare baandh liyaa
Ye ayesi gaanthh hain ulafata ki
Jis ko naa koi bhi khol saka
Tum aan base jab is dil me
Dil fir to kahi naa dol saka
O pyaar ke saagar hum teri
Laharon mein naaw dubo baithhe
Tum kahate ho ke aise
Pyaar ko bhul jaao bhul jaao
Hum tere pyaar mein sara aalam
Kho baithhe hai kho baithhe
Tum kahate ho ke aise
Pyaar ko bhul jaao bhul jaao
Hum tere pyaar mein.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Hum Tere Pyaar Mein lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Hum Tere Pyaar Mein" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Hum Tere Pyaar Mein?

"Hum Tere Pyaar Mein" is beautifully sung by Lata Mangeshkar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Hum Tere Pyaar Mein?

The lyrics were written by Hasrat Jaipuri and the music was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

Where can I find Hum Tere Pyaar Mein lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Hum Tere Pyaar Mein" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Hum Tere Pyaar Mein?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Hum Tere Pyaar Mein from?

"Hum Tere Pyaar Mein" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Hum Tere Pyaar Mein?

This track falls under the Sad genre and was released by saregama.

About "Hum Tere Pyaar Mein" – Lyrics Meaning & Theme

"Hum Tere Pyaar Mein" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar. The music, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi, perfectly blends with the lyrics penned by Hasrat Jaipuri.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Hum Tere Pyaar Mein" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.