Sau Saal Pehle Ki Baat Hai - Song Cover Image

Sau Saal Pehle Ki Baat Hai by singer Mahendra Kapoor Lyrics in Hindi

ArtistMahendra Kapoor
Album
LanguageHindi
MusicAnandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
Labelsaregama
GenreHappy
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Sung by Mahendra Kapoor | Written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Sau Saal Pehle Ki Baat Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Mahendra Kapoor and written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Watch & read full lyrics online.
Sau Saal Pehle Ki Baat Hai lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Saraswatichandra (1968). The music of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Happy track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Hey ae ae ae hey hey ae
Sau saal pehle ki baat hai
Ae ae ae ae hey
Sau saal pehle ki baat hai
Bharat ke ik pariwaar mein
Ek tyaag moorti baalak ka
Avtaar hua sansaar mein
Sau saal pehle ki baat hai
Tyaag murti baalak par dekho
Honee ne anyaay kiya
Maasoom abhi palne mein thha
Mamta ka aanchal chheen liya
Sauteli maata se usko
Maata ka pyaar na mil paaya
Maali thha bagiya thhi phir bhi
Man ka to phool na khil paaya aa aa
Hey us kali se komal baalak ko
Patjhad hi mila bahaar mein
Ek tyaag moorti baalak ka
Avtaar hua sansaar mein
Sau saal pehle ki baat hai
Bhola bhaala thha aur ke dukh se
Dil ko dukhi kar leta thha
Auron ki aankh ke aansoo
Apne daaman mein bhar leta thha
Thhi chaar deewaari mein naari
Aur thha agyaan ka andhiyaara
Har taraf thhi maut mahaamaari
Aur bhookhaa thha bharat sara aa
Hey use man hi man vairaagya hua
Jab dukh dekhe sansaar mein
Ek tyaag moorti baalak ka
Avtaar hua sansaar mein
Sau saal pehle ki baat hai
atozlyric.com
Ek roz nikal jaaye na kahin
Beta ban mein ban sanyaasi
Ye soch pita ne mangni kar di
Dhoond ke ladki chandaa si
Aagyaa to pita ki maani par
Dulhan ke ghar ye khat bheja
Hai raah meri kaanton waali
Aadarsh mera hai jan sewa aa aa
Hai mujhe pyaar dhaalna hain apnaa
Saari duniya ke pyaar mein
Ek tyaag moorti baalak ka
Avtaar hua sansaar mein
Sau saal pehle baat hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Sau Saal Pehle Ki Baat Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai?

"Sau Saal Pehle Ki Baat Hai" is beautifully sung by Mahendra Kapoor. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Sau Saal Pehle Ki Baat Hai?

The lyrics were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and the music was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

Where can I find Sau Saal Pehle Ki Baat Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Sau Saal Pehle Ki Baat Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Sau Saal Pehle Ki Baat Hai from?

"Sau Saal Pehle Ki Baat Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai?

This track falls under the Happy genre and was released by saregama.

About "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Sau Saal Pehle Ki Baat Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mahendra Kapoor. The music, composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah, perfectly blends with the lyrics penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The song dives into themes of Happy. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Happy music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.