Ye Udas Udas Thandak - Song Cover Image

Ye Udas Udas Thandak by singer Munni Begum Lyrics in Hindi

ArtistMunni Begum
Album
LanguageHindi
MusicMunni Begum
LyricistQateel Shifai
Labeltimes music
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Ye Udas Udas Thandak Sung by Munni Begum | Written by Qateel Shifai

Ye Udas Udas Thandak lyrics in Hindi with official video. Sung by Munni Begum and written by Qateel Shifai. Watch & read full lyrics online.
Ye Udas Udas Thandak lyrics, the song is sung by Munni Begum from Awargi Mein Had Se Vol 2 (2013). Ye Udas Udas Thandak Ghazal soundtrack was composed by Munni Begum with lyrics written by Qateel Shifai.
Ye udaas udaas thandak
Jo aseer hai pavan mein
Ye udaas udaas thandak
Jo aseer hai pavan mein
Kahin bijliyaan na bhar de
Kisi gosha e chaman mein
Kahin bijliyaan na bhar de
Kisi gosha e chaman mein
Main liye liye phiraa huun
Gham e zindagi kaa laasha
Main liye liye phiraa huun
Gham e zindagi kaa laasha
Kabhi apni khilvaton mein
Kabhi teri anjuman mein
Kabhi apni khilvaton mein
Kabhi teri anjuman mein
Yeh ajeeb fasl e gul hai
Ke kisi bhi gul ki rangat
Yeh ajeeb fasl e gul hai
Ke kisi bhi gul ki rangat
Na janchi meri nazar mein
Na rachi tere badan mein
Na janchi meri nazar mein
Na rachi tere badan mein
Sar e daar bhi pukara
Lab e baam bhi sadaa di
Sar e daar bhi pukara
Lab e baam bhi sadaa di
Main kahaan kahaan na
Pohuncha tere deed ki lagan mein
Main kahaan kahaan na
Pohuncha tere deed ki lagan mein
Meri muflisi se bach kar
Kahin door jaane waale
Meri muflisi se bach kar
Kahin door jaane waale
Ye sukun na mil sakega
Tujhe reshami kafan mein
Ye sukun na mil sakega
Tujhe reshami kafan mein
atozlyric.com
Main liye liye phira hun
Gham e zindagi ka laasha
Main liye liye phira hun
Gham e zindagi ka laasha
Kabhi apni khilwaton mein
Kabhi teri anjuman mein
Kabhi apni khilwaton mein
Kabhi teri anjuman mein
Tere gham mein bah chuka
Hai mera ek ek aansu
Tere gham mein bah chuka
Hai mera ek ek aansu
Nahi ab koi sitaara jo
Chamak sake gagan mein
Nahi ab koi sitaara jo
Chamak sake gagan mein
Main qateel woh musafir
Hun jahaan e bebasi ka
Main qateel woh musafir
Hun jahaan e bebasi ka
Jo bhatak ke rah gaya
Hai kisi ajnabi watan mein
Jo bhatak ke rah gaya
Hai kisi ajnabi watan mein.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ye Udas Udas Thandak lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ye Udas Udas Thandak" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ye Udas Udas Thandak?

"Ye Udas Udas Thandak" is beautifully sung by Munni Begum. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ye Udas Udas Thandak?

The lyrics were written by Qateel Shifai and the music was composed by Munni Begum.

Where can I find Ye Udas Udas Thandak lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ye Udas Udas Thandak" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ye Udas Udas Thandak?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Ye Udas Udas Thandak from?

"Ye Udas Udas Thandak" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ye Udas Udas Thandak?

This track falls under the Ghazal genre and was released by times music.

About "Ye Udas Udas Thandak" – Lyrics Meaning & Theme

"Ye Udas Udas Thandak" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Munni Begum. The music, composed by Munni Begum, perfectly blends with the lyrics penned by Qateel Shifai.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label times music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ye Udas Udas Thandak" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.