Nazar Hai Badli Badli Si by singer Asha Bhosle, Mohammed Rafi Lyrics in Hindi
Artist
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album
Language
Hindi
Music
Ravindra Jain
Lyricist
Kulwant Jani
Label
saregama
Genre
Party
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Nazar Hai Badli Badli Si Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Written by Kulwant Jani
Nazar Hai Badli Badli Si lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and written by Kulwant Jani. Watch & read full lyrics online.
Nazar Hai Badli Badli Si lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Maha Badmaash (1977). Nazar Hai Badli Badli Si Party soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Kulwant Jani.
Aap chehre pe chada
Lijiye lakho chehre
Asli chehre ko chupana to
Bahut muskil hai
Badaliya dhap to sakti hai
Chand surat ko
Unki kirno ko dabana
To bahut mushkil hai
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani
Tujhe hum man gaye man gaye
Man gaye jani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani
atozlyric.com
Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani
Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani
Magar ye wo nahi wo nahi
Wo nahi rani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani
Hum jami pe rahke
Sitaro ki khabar rakhte hai
Jism hai shishe ka
Pathar ka jigar rakhte hai
Dhokha kha jaye najar apni
Ye mumkin hi nahi
Tadpe wale kayamat ki
Najar rakhte hai
Ke sach par jhuth ka parda
Girana to hai nadani
Ke sach par jhuth ka parda
Girana to hai nadani
Tujhe hum man gaye man gaye
Man gaye jani
Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani
Aapka andaza mana ke
Bahut achha hai
Aapne aankho ko aayina
Bana rakha hai
Par jo dharti se gagan
Milta najar aata hai
Wo najar ka nahi dhokha
To fir kya hai
Khuda jane tumse kis bat par
Hai itni hairani
Khuda jane tumse kis bat par
Hai itni hairani
Magar ye wo nahi wo nahi
Wo nahi rani
Najar hai badli badli si
Ada hai jani pahchani
Yaki na aayega hamko
Kabhi aisi dalilo se
To jakar mashwara kar lijiye
Apne wakilo se
Jarurat kya bhala hamko
Kisi se mashware ki hai
To fir man lo chup chap
Ke ye aur koi hai
Magar ye jhuth hai sada
To fir layo sabut iska
Wahi ye nak naksha hai
Khuda ne sabko baksha hai
Kamar bhi patli hai waisi
Milegi lakho ki aisi
Lachakti chal me masti
Jawani mein rahe sabki
Hame nadan samjhte ho
Aji kyu gussa karte hai
Ye parda chak kar denge
Irada khak kar denge
Ye parda chak kar denge
Irada khak kar denge
Humse jo jeet sake
Aisa jamane mein nahi
Har ka jikar kahi
Apne fasane mein nahi
Kaha ab kuchh to
Pachtana padega tujhko diwani
Kaha ab kuchh to
Pachtana padega tujhko diwani
Magar ye wo nahi wo nahi
Wo nahi rani
Kabhi anjani surat bhi
Hame lagti hai pahchani.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Nazar Hai Badli Badli Si lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Nazar Hai Badli Badli Si" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Nazar Hai Badli Badli Si?
"Nazar Hai Badli Badli Si" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Nazar Hai Badli Badli Si?
The lyrics were written by Kulwant Jani and the music was composed by Ravindra Jain.
Where can I find Nazar Hai Badli Badli Si lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Nazar Hai Badli Badli Si" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Nazar Hai Badli Badli Si?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Nazar Hai Badli Badli Si from?
"Nazar Hai Badli Badli Si" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Nazar Hai Badli Badli Si?
This track falls under the Party genre and was released by saregama.
About "Nazar Hai Badli Badli Si" – Lyrics Meaning & Theme
"Nazar Hai Badli Badli Si" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mohammed Rafi. The music, composed by Ravindra Jain, perfectly blends with the lyrics penned by Kulwant Jani.
The song dives into themes of Party. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Party music.
Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Nazar Hai Badli Badli Si" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.