Ghazab Ho Gaya - Song Cover Image

Ghazab Ho Gaya by singer Pankaj Udhas Lyrics in Hindi

ArtistPankaj Udhas
Album
LanguageHindi
MusicPankaj Udhas
Lyricist
Labeluniversal music
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Ghazab Ho Gaya Sung by Pankaj Udhas | Written by Unknown

Ghazab Ho Gaya lyrics in Hindi with official video. Sung by Pankaj Udhas and written by . Watch & read full lyrics online.
Ghazab Ho Gaya lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Tarrannum (1984). Ghazab Ho Gaya Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by .
Chaandani raat mein chaand ke saamne
Rukh se parda hatana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein chaand ke saamne
Rukh se parda hatana ghazab ho gaya
Chaandani chhup gayi chaand sharma gaya
Chaandani chhup gayi chaand sharma gaya
Aapka mushkurana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein chaand ke saamne
Rukh se parda hatana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein
Dil ki dhadkan meri tezz hone lagi
Raat aankhon mein kaante chubhone lagi
Dil ki dhadkan meri tezz hone lagi
Raat aankhon mein kaante chubhone lagi
Vasl ki raat mein baat hi baat mein
Vasl ki raat mein baat hi baat mein
Yun tera ruth jaana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein chaand ke saamne
Rukh se parda hatana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein
atozlyric.com
Jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi
Raat apni to karvat badlte katti
Jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi
Raat apni to karvat badlte katti
Kuchh to mausam ne bechain rakha humein
Kuchh to mausam ne bechain rakha humein
Kuchh tera yaad aana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein chaand ke saamne
Rukh se parda hatana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein
Apne hisse mein tufaan ki taqdeer thi
Zindagi apni mouzo ki zanjeer thi
Apne hisse mein tufaan ki taqdeer thi
Zindagi apni mouzo ki zanjeer thi
Doob jaane ka apne humein ghum na thaa
Doob jaane ka apne humein ghum na thaa
Uska saahil pe aana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein chaand ke saamne
Rukh se parda hatana ghazab ho gaya
Chaandani chhup gayi chaand sharma gaya
Chaandani chhup gayi chaand sharma gaya
Aapka mushkurana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein chaand ke saamne
Rukh se parda hatana ghazab ho gaya
Chaandani raat mein.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ghazab Ho Gaya lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ghazab Ho Gaya" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ghazab Ho Gaya?

"Ghazab Ho Gaya" is beautifully sung by Pankaj Udhas. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ghazab Ho Gaya?

The lyrics were written by a renowned lyricist and the music was composed by Pankaj Udhas.

Where can I find Ghazab Ho Gaya lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ghazab Ho Gaya" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ghazab Ho Gaya?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Ghazab Ho Gaya from?

"Ghazab Ho Gaya" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ghazab Ho Gaya?

This track falls under the Ghazal genre and was released by universal music.

About "Ghazab Ho Gaya" – Lyrics Meaning & Theme

"Ghazab Ho Gaya" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Pankaj Udhas. The music, composed by Pankaj Udhas, perfectly blends with the lyrics penned by a skilled lyricist.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label universal music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ghazab Ho Gaya" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.