Sab Ke Lab Par Naam Hamara - Song Cover Image

Sab Ke Lab Par Naam Hamara by singer Asha Bhosle, Mohammed Rafi Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Album
LanguageHindi
MusicShyamji Ghanshyamji
LyricistMajrooh Sultanpuri
Labelshemaroo
GenreQawwali
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Sab Ke Lab Par Naam Hamara Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Written by Majrooh Sultanpuri

Sab Ke Lab Par Naam Hamara lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and written by Majrooh Sultanpuri. Watch & read full lyrics online.
Sab Ke Lab Par Naam Hamara lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Harfan Maulaa (1976). The music of Sab Ke Lab Par Naam Hamara Qawwali track is composed by Shyamji Ghanshyamji while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.
Sab ke lab par naam hamara
Sab ke dil mai rahee hai
Are husn ke maalik pyaar se
Hamko harfan maula kehate hai
Harfan mein ustaad ho lekin
Maat yaha par khaaoge
Are ek najar mein
Dil ki baaji haaroge lut jaaoge
Hamaare saamane aana hai
Hamaare saamane aana hai
Toh dil thaamkar aana
Hamaare saamane aana
Hai toh dil thaamkar aana
Hamaare saamane aana
Hai toh dil thaamkar aana
Hamaare saamane aana
Hai toh dil thaamkar aana
Ke hum baaton hi baaton mein
Ke hum baaton hi baaton mein
Bana dete hai deewana
Ke hum baaton hi baaton
Mein bana dete hai deewana
Hamaare ishq se yeh
Husnwaalo yun na takraana
Hamaare ishq se hamaare ishq se
Yeh husnwaalo yun na takraana
Lipat jaayega daaman se
Lipat jaayega daaman se
Ke deewana toh deewana
Lipat jaayega daamanse
Lipat jaayega daaman se
Ke deewana toh deewana
atozlyric.com
Hamaara husn hai rangin
Sona isaka kya kehana
Hamaara husn hai
Hamaara husn hai
Rangin sona isaka kya kehana
Agar hai jindagi pyaari
Toh hamase dur hi rehana
Aisa na mehfil mein hamaare
Muft mein jaaye jaan tumhaari
Agar hai jindagi agar hai jindagi
Pyaari toh hamase dur hi rehana
Ki shole se lipatkar aah ki shole se
Lipatkar khaak ho jaata hai parwaana
Ke hum baaton hi baaton
Mein bana dete hai deewana
Jal jaane ka naam na lijiye
Naadaani se kaam na lijiye
Hum thehare aashiq saudaayi
Hogi tumhaari hi ruswaayi
Dilon ki aag ko dilon ki aag ko
Jyaada nahi bhadkaayiye warna
Pakad lenge kalaayi haay haay
Haay haay haay haay haay
Pakad lenge kalaayi hum toh
Jaan e baat pe marana
Bhari mehfil mein aata hai
Bhari mehfil mein aata hai
Tamaasha hamako dikhalaana
Lipat jaayega daaman ke
Deewana toh deewana
Hamse daro jidd na karo
Aisa na ho aahein bharo
Aji chhod tumhe jaaye kahaan
Dar pe khade dushman jaan
Are dar pe khade dushman jaan
Dar pe khade dushman jaan
Khuda sab ka nigehbaan hai
Khuda sab ka nigehbaan hai
Bujurgon ka hai farmaana
Lipat jaayega daaman ke
Deewana toh deewana
Ke deewana toh deewana
Ke deewana toh deewana
Ke deewana toh deewana
Deewana deewana deewana ho
Deewana deewana deewana
Ke deewana toh deewana.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Sab Ke Lab Par Naam Hamara lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Sab Ke Lab Par Naam Hamara" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Sab Ke Lab Par Naam Hamara?

"Sab Ke Lab Par Naam Hamara" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Sab Ke Lab Par Naam Hamara?

The lyrics were written by Majrooh Sultanpuri and the music was composed by Shyamji Ghanshyamji.

Where can I find Sab Ke Lab Par Naam Hamara lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Sab Ke Lab Par Naam Hamara" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Sab Ke Lab Par Naam Hamara?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Sab Ke Lab Par Naam Hamara from?

"Sab Ke Lab Par Naam Hamara" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Sab Ke Lab Par Naam Hamara?

This track falls under the Qawwali genre and was released by shemaroo.

About "Sab Ke Lab Par Naam Hamara" – Lyrics Meaning & Theme

"Sab Ke Lab Par Naam Hamara" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mohammed Rafi. The music, composed by Shyamji Ghanshyamji, perfectly blends with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.

Released under the label shemaroo in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Sab Ke Lab Par Naam Hamara" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.