Jab Raat Hai Aisi Matwaali - Song Cover Image

Jab Raat Hai Aisi Matwaali by singer Lata Mangeshkar Lyrics in Hindi

ArtistLata Mangeshkar
Album
LanguageHindi
MusicNaushad Ali
LyricistShakeel Badayuni
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Jab Raat Hai Aisi Matwaali Sung by Lata Mangeshkar | Written by Shakeel Badayuni

Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar and written by Shakeel Badayuni. Watch & read full lyrics online.
Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Mughal-E-Azam (1960). Jab Raat Hai Aisi Matwaali Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni.
Ye dil ki lagi kam kya hogi
Ye ishq bhala kam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Naghmon se barasti hai masti
Chhalke hain khushi ke paimaane
Chhalke hain khushi ke paimaane
Aaj aisi bahare aayi hain
Kal din me banenge afsaane
Kal din me banenge afsaane
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
atozlyric.com
Ye aaj ka rang aur ye mehfil
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Aankhon me qayaamat ke jalwe
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Haalat hai ajab deewano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Anjaame muhabbat kya kahiye
Lay badhne lagi armaano ki
Lay badhne lagi armaano ki
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Jab Raat Hai Aisi Matwaali" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Jab Raat Hai Aisi Matwaali?

"Jab Raat Hai Aisi Matwaali" is beautifully sung by Lata Mangeshkar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Jab Raat Hai Aisi Matwaali?

The lyrics were written by Shakeel Badayuni and the music was composed by Naushad Ali.

Where can I find Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Jab Raat Hai Aisi Matwaali" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Jab Raat Hai Aisi Matwaali?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Jab Raat Hai Aisi Matwaali from?

"Jab Raat Hai Aisi Matwaali" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Jab Raat Hai Aisi Matwaali?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Jab Raat Hai Aisi Matwaali" – Lyrics Meaning & Theme

"Jab Raat Hai Aisi Matwaali" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar. The music, composed by Naushad Ali, perfectly blends with the lyrics penned by Shakeel Badayuni.

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Jab Raat Hai Aisi Matwaali" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.