Shaadi Karne Se - Song Cover Image

Shaadi Karne Se by singer Asha Bhosle, Kishore Kumar Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Kishore Kumar
Album
LanguageHindi
MusicLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Labelsaregama
GenreRomantic
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Shaadi Karne Se Sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar | Written by Anand Bakshi

Shaadi Karne Se lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar and written by Anand Bakshi. Watch & read full lyrics online.
Shaadi Karne Se lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Chakravyuha (1978). Shaadi Karne Se Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.
Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam ho jaata hai
Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Hey shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chhup chhupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chhup chhupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Main tumhaari baaton mein
Naa aaoongi
Ho o o dekho roothke
Ghar waapas chali jaaoongi
Aisi baaton se mera dil
Ghabraataa hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai
Na kangan na angoothi
Ye preet tumhaari jhoothi
Aisi laagi kisney dekhi
Kab laagi kab tooti
Naa kangan naa angoothi
Ye preet tumhaari jhoothi
Aisi laagi kisney dekhi
Kab laagi kab tooti
Lo baahon ke haar tujhe
Pehnaata hoon
Ho o o o
Teri zulfon mein
Ye phool lagaata hoon
Baad mein peechhe
Kaun phir
Ye naaz uthaata hai
Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai
atozlyric.com
Ham dono jeevansaathi
Main deepak aur tu baati
Jaldi kyaa hai jab chaahein
Aa jaayenge baaraati
Ham dono jeevansaathi
Main deepak aur tu baati
Jaldi kya hai jab chaahein
Aa jaayenge baaraati
Tere nainon ke jhoole mein
Jhool gayee, ho o o o
Kuchh bhi yaad nahin
Main sab kuchh bhool gayee
Tera mera janam janam
Ka nata hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Hey shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai
Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chup chupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chhup chhupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Main tumhaari baaton mein
Naa aaoongi
Ho o o dekho roothke
Ghar waapas chali jaaoongi
Aisi baaton se mera dil
Ghabrata hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam ho jaataa hai
Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Hey shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Shaadi Karne Se lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Shaadi Karne Se" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Shaadi Karne Se?

"Shaadi Karne Se" is beautifully sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Shaadi Karne Se?

The lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal).

Where can I find Shaadi Karne Se lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Shaadi Karne Se" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Shaadi Karne Se?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Shaadi Karne Se from?

"Shaadi Karne Se" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Shaadi Karne Se?

This track falls under the Romantic genre and was released by saregama.

About "Shaadi Karne Se" – Lyrics Meaning & Theme

"Shaadi Karne Se" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Kishore Kumar. The music, composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), perfectly blends with the lyrics penned by Anand Bakshi.

The song dives into themes of Romantic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Romantic music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Shaadi Karne Se" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.