Log Aurat Ko Fakat - Song Cover Image

Log Aurat Ko Fakat by singer Asha Bhosle Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle
Album
LanguageHindi
MusicRavindra Jain
LyricistSahir Ludhianvi
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Log Aurat Ko Fakat Sung by Asha Bhosle | Written by Sahir Ludhianvi

Log Aurat Ko Fakat lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle and written by Sahir Ludhianvi. Watch & read full lyrics online.
Log Aurat Ko Fakat lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Insaf Ka Tarazu (1980). Log Aurat Ko Fakat Playful soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Sahir Ludhianvi.
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Ruh bhi hoti hain usme ye kahan sochte hain
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Ruh kya hoti hainm isse unhe matlab hi nahi
Wo to bas tan ke takajo ka kaha maante hain
Ruh mar jaye to, har jism hain chalti hui laash
Is hakikat ko samjhte hain na pahchante hain
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Kitni sadiyo se ye vehshat ka chalan jari hain
Kitni sadiyo se hain kayam ye gunaho ka rawa
Log aurat ki har ek chikh ko nagma samjhe
Ho kabilo ka zamana ho ke shehro ka sama
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Jrab se nasl bade julm se tan mel kare
Ye amal hum hain beilam parindo me nahi
Hum jo insaano ke tahjibo liye firte hain
Hum sa vehshi koi jungle ke darindo me nahi
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Ek main hi nahi kya janiye kitni hongi
Jinko ab aayina takne se jhijhak aati hain
Jinke khaabo me na sahre hai na sindur na sej
Aur na murda hu ke jeene ghamo se chhutu
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Ek bujhi ruh lute jism ke dhache me liye
Sochti hu ki kahan jake mukkadar fodu
Main na jinda hu, ke marne ka sahara dhundhu
Aur na murda hu, ke jeene ke gamo se chhutu
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
atozlyric.com
Kaun batlayega mujhko kise jakar puchhu
Zindagi kahar ke saancho me dhalegi kab tak
Kab talak aankh na kholega zamane ka zamir
Julm aur jabr ki ye reet chalegi kab tak
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Log Aurat Ko Fakat lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Log Aurat Ko Fakat" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Log Aurat Ko Fakat?

"Log Aurat Ko Fakat" is beautifully sung by Asha Bhosle. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Log Aurat Ko Fakat?

The lyrics were written by Sahir Ludhianvi and the music was composed by Ravindra Jain.

Where can I find Log Aurat Ko Fakat lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Log Aurat Ko Fakat" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Log Aurat Ko Fakat?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Log Aurat Ko Fakat from?

"Log Aurat Ko Fakat" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Log Aurat Ko Fakat?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Log Aurat Ko Fakat" – Lyrics Meaning & Theme

"Log Aurat Ko Fakat" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle. The music, composed by Ravindra Jain, perfectly blends with the lyrics penned by Sahir Ludhianvi.

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Log Aurat Ko Fakat" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.