Yesu Allah Aur Krishna by singer Vasu Dixit Lyrics in Hindi
Artist
Vasu Dixit
Album
Language
Hindi
Music
Swarathma
Lyricist
Hitesh Kewalya, Vasu Dixit
Label
mtv unplugged
Genre
Devotional
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-09
Yesu Allah Aur Krishna Sung by Vasu Dixit | Written by Hitesh Kewalya, Vasu Dixit
Yesu Allah Aur Krishna lyrics in Hindi with official video. Sung by Vasu Dixit and written by Hitesh Kewalya, Vasu Dixit. Watch & read full lyrics online.
Yesu Allah Aur Krishna lyrics, the song is sung by Vasu Dixit from MTV Unplugged: Season 5 (2016). The music of Yesu Allah Aur Krishna Devotion track is composed by Swarathma while the lyrics are penned by Hitesh Kewalya, Vasu Dixit.
Yeshu allah aur krishna
Yeshu allah aur krishna
Kaun bhagwan hai apna
Yeshu allah aur krishna
Kaun bhagwan hai apna
Phool pe phool chadha de,
Diye pe diye jala de
Phool pe phool chadha de,
Diye pe diye jala de
Mala pe mala japna,
Maal ko andar karna
Mala pe mala japna,
Maal ko andar karna
Yeshu allah aur krishna
Kaun bhagwan hai apna
Yeshu allah aur krishna
Kaun bhagwan hai apna
Yeshu allah aur krishna
atozlyric.com
Sant kabir ne, sant kabir ne
Sant kabir ne dekh tha ek sapna
Jaha paraya koi nahi, jo bhi hai apna
Par maharaj ye sant kabir kaun tha
Sant kabir kaun tha, sant kabir wo tha
Jiski vani thi gyan ki gagariya
Sant kabir wo tha jisne apne doho se
Manavta ka dharam samjhaya
To aaj isi kabir ke baare mein kuchh bolenge
Kuch gayenge aur
Mtv unplugged me rang jamayenge
Sant kabir ne dekh tha ek sapna
Jaha paraya koi nahi, jo bhi hai apna
Ye barso ki baat nahi hai
Ye kal ki breaking news bhi nahi
Ye intolerance bhi nahi par yaar
Ye sant kabir aaya dharti pe
Sant kabir dharti pe, dharti pe sant kabir
Sant kabir dharti pe, dharti pe sant kabir
Are sant kabir aa gaya
Pichhe mud ke kya dekhto ho madam
Sant kabir tumhare dil mein hai
Tumhare man mein hai sant kabir
Ji ha hum sab mein hai sant kabir
Par ye duniya ki jo duniyadari hai
Usme hum bhul gaye hai
To ghar ja ke sochiyega
Hum sab me hai sant kabir
To sant kabir aaya dharti pe aur bole
500 saal me kuch khas nahi badla hai
Jine ke liye jo zaruri hai
Wo swas nahi badla hai
Poshakh badli hai par insan nahi badla hai
Dar wahi hai dar ka saman kahi badla hai
Pehle chalti thi talvar ki dhar
Ab chalti hai goliyo ki bauchhar
500 saal mein kuch khas nahi badla hai
Isiliye kabir ne kaha
Din mein to sab hai gyani, are sadho
Din mein to sab hai gyani
Aur raat mein chor ki nani
Din mein to sab hai gyani,
Raat mein chor ki nani
Yeshu allah aur krishna
Kaun bhagwan hai apna
Yeshu allah aur krishna
Kaun bhagwan hai apna
Phool pe phool chadha de,
Diye pe diye jala de
Phool pe phool chadha de,
Diye pe diye jala de
Mala pe mala japna,
Maal ko andar karna
Yeshu allah aur krishna
Kaun bhagwan hai apna.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Yesu Allah Aur Krishna lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Yesu Allah Aur Krishna" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Yesu Allah Aur Krishna?
"Yesu Allah Aur Krishna" is beautifully sung by Vasu Dixit. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Yesu Allah Aur Krishna?
The lyrics were written by Hitesh Kewalya, Vasu Dixit and the music was composed by Swarathma.
Where can I find Yesu Allah Aur Krishna lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Yesu Allah Aur Krishna" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Yesu Allah Aur Krishna?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.
Which album and language is Yesu Allah Aur Krishna from?
"Yesu Allah Aur Krishna" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Yesu Allah Aur Krishna?
This track falls under the Devotional genre and was released by mtv unplugged.
About "Yesu Allah Aur Krishna" – Lyrics Meaning & Theme
"Yesu Allah Aur Krishna" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Vasu Dixit. The music, composed by Swarathma, perfectly blends with the lyrics penned by Hitesh Kewalya, Vasu Dixit.
The song dives into themes of Devotional. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Devotional music.
Released under the label mtv unplugged in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Yesu Allah Aur Krishna" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.