Jinhe Naaz Hai Hind Par by singer Mohammed Rafi Lyrics in Hindi
Artist
Mohammed Rafi
Album
Language
Hindi
Music
Sachin Dev Burman
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Label
saregama
Genre
Playful
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-09
Jinhe Naaz Hai Hind Par Sung by Mohammed Rafi | Written by Sahir Ludhianvi
Jinhe Naaz Hai Hind Par lyrics in Hindi with official video. Sung by Mohammed Rafi and written by Sahir Ludhianvi. Watch & read full lyrics online.
Jinhe Naaz Hai Hind Par lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pyaasa (1957). The music of Jinhe Naaz Hai Hind Par Playful track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.
Ye kooche ye nilaam
Ghar dilkashi ke
Ye kooche ye nilaam
Ghar dilkashi ke
Ye lutate huye
Caaravan zindagi ke
Kahaan hain kahan hain
Muhafiz khudi ke
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
atozlyric.com
Ye purpech galiyaan
Ye badnaam bazaar
Ye gumnaam raahi
Ye sikkon ki jhankaar
Ye ismat ke saude
Ye saanson ke taqraar
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Ye sadiyon se bekhauf
Sehmi si galiyaan
Ye masli huyi adhkhili
Zard kaliyaan
Ye bikti huyi khokhli
Rangraliyaan
Jinhen naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Wo ujle darichon mein
Paayal ki chhan chhan
Thaki haari saanson
Pe table ki dhandhan
Wo ujle darichon mein
Paayal ki chhan chhan
Thaki haari saanson
Pe table ki dhandhan
Ye berooh kamron me
Khaansi ki thanthan
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Ye phoolon ke gajre
Ye pikon ke chhinte
Ye bebaak nazren
Ye gustaakh fiqre
Ye dhalke badan aur
Ye bimar chehre
Jinhen naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Yahaan pir bhi aa chuke
Hain jawaan bhi
Tanomand bete bhi ha ha
Abbaa miyaan bhi
Ye biwi bhi hai
Ye biwi bhi hai aur
Behan bhi hai maan bhi
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Madad chaahti hai
Ye hawwa ki beti
Yashoda ki hamjins
Radha ki beti
Madad chaahti hai
Ye hawwa ki beti
Yashoda ki hamjins
Radha ki beti
Payambar ki ummat
Jule khan ki beti
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Zara mulk ke
Rahbaron ko bulaao
Ye kooche ye galiyaan
Ye manzhar dikhaao
Jinhe naaz hai hind
Par unko laao
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Jinhe Naaz Hai Hind Par lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Jinhe Naaz Hai Hind Par" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Jinhe Naaz Hai Hind Par?
"Jinhe Naaz Hai Hind Par" is beautifully sung by Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Jinhe Naaz Hai Hind Par?
The lyrics were written by Sahir Ludhianvi and the music was composed by Sachin Dev Burman.
Where can I find Jinhe Naaz Hai Hind Par lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Jinhe Naaz Hai Hind Par" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Jinhe Naaz Hai Hind Par?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.
Which album and language is Jinhe Naaz Hai Hind Par from?
"Jinhe Naaz Hai Hind Par" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Jinhe Naaz Hai Hind Par?
This track falls under the Playful genre and was released by saregama.
About "Jinhe Naaz Hai Hind Par" – Lyrics Meaning & Theme
"Jinhe Naaz Hai Hind Par" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mohammed Rafi. The music, composed by Sachin Dev Burman, perfectly blends with the lyrics penned by Sahir Ludhianvi.
The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.
Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Jinhe Naaz Hai Hind Par" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.