Ladki Kahe Ki Bani - Song Cover Image

Ladki Kahe Ki Bani by singer Asha Bhosle, Kishore Kumar Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Kishore Kumar
Album
LanguageHindi
MusicAnandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
Labelsaregama
GenreMasti
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Ladki Kahe Ki Bani Sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar | Written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Ladki Kahe Ki Bani lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar and written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Watch & read full lyrics online.
Ladki Kahe Ki Bani lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Darinda (1977). Ladki Kahe Ki Bani Masti soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Ladki kahe ki bani
Ladki kahe ki bani
Bolo kahe ki bani ladki kahe ki bani
Phulo ki baharo ki makhan ki sakkar ki
Juth bilkul juth
Na phulo ki bani na sakkar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladka kahe ka bana
Ladka kahe ka bana
Bolo kahe ka bana ladka kahe ka bana
Irado ka folado ka himmat ka baroshe ka
Bandal bilkul bandal
Na himmat ka bana na bharoshe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Wo kaise jara batao to
Ruswai karta hai hatha pai karta hai
Hota hai harjai bewafai karta hai
Bewafai karta hai
Pahle pyara jata ta wafa ke geet gata hai
Ladki ko jab pa leta hai
Tab bhul jata hai
Ha ha bhul jata hai
Ha ha bhul jata hai
Ek jaga na thahre hawa ke jhoke ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
atozlyric.com
Ye to aap apni tarif karti ho soniye
Aisi to ladki hoti hai soniyo
Kis tarah is tarah
Dil tod deti hai mukh mod leti hai
Kuch dur sath chalti hai fir chhod deti hai
Ha fir chhod deti hai
Ha fir chhod deti hai
Jab chahe thukrade manjil se bhatkade
Agara daulat wala mile to dilwale ko latkade
Dilwale ko latkade
Dilwale ko latkade
Aa hose na pighlade sangmar mar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladki pathar ki bani
Fir kyu aahe bharte ho
Fir kyu hampe marte ho
Bhagwan ko bhul ke
Fir kyu hamko pooja karte ho
Hamari pooja karte ho
Hamari pooja karte ho
Batlate hai abhi batlate hai
Dil kuchh aisa fisla hai
Girke fir nahi sambhala hai
Aurat ke karan baba adam
Jannat se nikla hai
Fir bhi tumpe marta hai
Tumhara hi dam bharta hai
Khuda ka kaha tal ke
Tumhara kaha wao akrta hai
Tumhara kaha wao akrta hai
Tumhara kaha wao akrta hai
Kis muh se kahti ho ladke dhokhe ka bana
Ye to himmat ka bana
Ye to himmat ka bana
Ye bharoshe ka bana
Ye to folado ka bana
Ye to irado ka bana
Ye to folado ka bana
Ye to irado ka bana.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ladki Kahe Ki Bani lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ladki Kahe Ki Bani" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ladki Kahe Ki Bani?

"Ladki Kahe Ki Bani" is beautifully sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ladki Kahe Ki Bani?

The lyrics were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and the music was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

Where can I find Ladki Kahe Ki Bani lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ladki Kahe Ki Bani" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ladki Kahe Ki Bani?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Ladki Kahe Ki Bani from?

"Ladki Kahe Ki Bani" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ladki Kahe Ki Bani?

This track falls under the Masti genre and was released by saregama.

About "Ladki Kahe Ki Bani" – Lyrics Meaning & Theme

"Ladki Kahe Ki Bani" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Kishore Kumar. The music, composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah, perfectly blends with the lyrics penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The song dives into themes of Masti. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Masti music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ladki Kahe Ki Bani" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.