Log Mujhe Pagal Kehte Hain - Song Cover Image

Log Mujhe Pagal Kehte Hain by singer Asha Bhosle Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle
Album
LanguageHindi
MusicMohammed Zahur Khayyam
LyricistHasan Kamal
Labeluniversal music
GenreGhazal, Mujra
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Log Mujhe Pagal Kehte Hain Sung by Asha Bhosle | Written by Hasan Kamal

Log Mujhe Pagal Kehte Hain lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle and written by Hasan Kamal. Watch & read full lyrics online.
Log Mujhe Pagal Kehte Hain lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Asha Aur Khayam (1997). The music of Log Mujhe Pagal Kehte Hain Ghazal, Mujra track is composed by Mohammed Zahur Khayyam while the lyrics are penned by Hasan Kamal.
Log mujhe pagal kehte hain
Log mujhe pagal kehte hain
Log mujhe pagal kehte hain
Galion mein bazaaron mein
Galion mein bazaaron mein
Maine pyar kiya hai mujhko haan aan
Maine pyar kiya hai mujhko
Chunva do deewaron mein
Chunva do deewaron mein
Har panghat par mere fasane
Chaubaaron mein zikra mera
Har panghat par mere fasane
Chaubaaron mein zikra mera
Meri hi baatein hoti hai, meri hi..
Meri hi baatein hoti hai
Basti mein chobaron mein
Basti mein chobaron mein
Log mujhe pagal kehte hain
Log mujhe pagal kehte hain
Galion mein bazaaron mein
Galion mein bazaaron mein
atozlyric.com
Duinyawalo kuchh toh mujhko
Meri wafaa ki daag mile
Duinyawalo kuchh toh mujhko
Meri wafaa ki daag mile
Maine dil ke phool khilaye
Maine dil ke haan aaan..
Maine dil ke phool khilaye
Sholo mein angaaron mein
Sholo mein angaaron mein
Maine pyar kiya hai mujhko
Maine pyar kiya hai mujhko
Chunva do deewaron mein
Chunva do deewaron mein
Geet hain ya aahon ka dhuaan hain
Nagma hain ya dil ki tadap
Geet hain ya aahon ka dhuaan hain
Nagma hain ya dil ki tadap
Itna dard kahaan se aaya
Itna dard haan aan..
Itna dard kahaan se aaya
Khwaabon ki jhankaron mein
Khwaabon ki jhankaron mein
Maine pyar kiya hai mujhko
Maine pyar kiya hai mujhko
Chunva do deewaron mein
Chunva do deewaron mein.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Log Mujhe Pagal Kehte Hain lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Log Mujhe Pagal Kehte Hain" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Log Mujhe Pagal Kehte Hain?

"Log Mujhe Pagal Kehte Hain" is beautifully sung by Asha Bhosle. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Log Mujhe Pagal Kehte Hain?

The lyrics were written by Hasan Kamal and the music was composed by Mohammed Zahur Khayyam.

Where can I find Log Mujhe Pagal Kehte Hain lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Log Mujhe Pagal Kehte Hain" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Log Mujhe Pagal Kehte Hain?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Log Mujhe Pagal Kehte Hain from?

"Log Mujhe Pagal Kehte Hain" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Log Mujhe Pagal Kehte Hain?

This track falls under the Ghazal, Mujra genre and was released by universal music.

About "Log Mujhe Pagal Kehte Hain" – Lyrics Meaning & Theme

"Log Mujhe Pagal Kehte Hain" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle. The music, composed by Mohammed Zahur Khayyam, perfectly blends with the lyrics penned by Hasan Kamal.

The song dives into themes of Ghazal, Mujra. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal, Mujra music.

Released under the label universal music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Log Mujhe Pagal Kehte Hain" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.