Kabhi Bekasi Ne Maara by singer Kishore Kumar Lyrics in Hindi
Artist
Kishore Kumar
Album
Language
Hindi
Music
Rahul Dev Burman
Lyricist
Anand Bakshi
Label
t-series
Genre
Sad
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Kabhi Bekasi Ne Maara Sung by Kishore Kumar | Written by Anand Bakshi
Kabhi Bekasi Ne Maara lyrics in Hindi with official video. Sung by Kishore Kumar and written by Anand Bakshi. Watch & read full lyrics online.
Kabhi Bekasi Ne Maara lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Alag Alag (1985). The music of Kabhi Bekasi Ne Maara Sad track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Haai ho oh ho ho oh oh ho ho ho
Yeh gazal hai na geet hain koi
Yeh mere dard ki kahaani hain
Mere seene mein sirf ho
Mere seene mein sirf shole hain
Meri aankhon mein sirf paani hain
Kabhi bekasi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Gila maut se nahin hain
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Muqaddar pe kuch zor chalta nahin
Voh mausam hain yeh jo badalta nahin
Muqaddar pe kuch zor chalta nahin
Voh mausam hain yeh jo badalta nahin
Kahin thi yeh badnaseebi
Oh kahin thi meri gareebi
Kahin thi meri gareebi
Kis kis ka naam loon main
Oh kis kis ka naam loon main
Mujhe har kisi ne maara
Gila maut se nahin hai
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Bemurawwat bewafa duniya hain yeh
Hai yehi duniya to kya duniya hain yeh
Bemurawwat bewafa duniya hain yeh
Hai yehi duniya to kya duniya hain yeh
Na kami thi doston ki
Na kami thi dushmanon ki
Oh na kami thi dushmanon ki
Kahin dushmani ne loota
Kahin dushmani ne loota
Kahin dosti ne maara
Gila maut se nahin hain
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Kabhi bebasi ne maara
atozlyric.com
Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hain
Andheron ki aadat mujhe ho gayi hain
Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hain
Andheron ki aadat mujhe ho gayi hain
Raha jab talak andhera
Oh kata khoob waqt mera
Oh kata khoob waqt mera
Mujhe chaandni ne loota
Oh mujhe chaandni ne loota
Mujhe roshni ne maara
Gila maut se nahin hain
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Kabhi bebasi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Kabhi Bekasi Ne Maara lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Kabhi Bekasi Ne Maara" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Kabhi Bekasi Ne Maara?
"Kabhi Bekasi Ne Maara" is beautifully sung by Kishore Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Kabhi Bekasi Ne Maara?
The lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Rahul Dev Burman.
Where can I find Kabhi Bekasi Ne Maara lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Kabhi Bekasi Ne Maara" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Kabhi Bekasi Ne Maara?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Kabhi Bekasi Ne Maara from?
"Kabhi Bekasi Ne Maara" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Kabhi Bekasi Ne Maara?
This track falls under the Sad genre and was released by t-series.
About "Kabhi Bekasi Ne Maara" – Lyrics Meaning & Theme
"Kabhi Bekasi Ne Maara" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Kishore Kumar. The music, composed by Rahul Dev Burman, perfectly blends with the lyrics penned by Anand Bakshi.
The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.
Released under the label t-series in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Kabhi Bekasi Ne Maara" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.