Pyaar Bhara Ek Khat Aaya - Song Cover Image

Pyaar Bhara Ek Khat Aaya by singer Abhijeet Bhattacharya Lyrics in Hindi

ArtistAbhijeet Bhattacharya
Album
LanguageHindi
MusicAadesh Shrivastava
LyricistNusrat Badr
Labeltimes
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Pyaar Bhara Ek Khat Aaya Sung by Abhijeet Bhattacharya | Written by Nusrat Badr

Pyaar Bhara Ek Khat Aaya lyrics in Hindi with official video. Sung by Abhijeet Bhattacharya and written by Nusrat Badr. Watch & read full lyrics online.
Pyaar Bhara Ek Khat Aaya lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya from Rehguzar (2006). Pyaar Bhara Ek Khat Aaya Sad soundtrack was composed by Aadesh Shrivastava with lyrics written by Nusrat Badr.
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Padhate padhate bhigi palake
Padhate padhate bhigi palake
Aankhon se chhalka
Aansu hain aansu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
atozlyric.com
Iss bar piya tum naa aana
Yeh gham ham tum seh lenge
Iss bar piya tum naa aana
Yeh gham ham tum seh lenge
Kuchh paise bach jaayenge
Kuchh paise bach jaayenge
Bititya ke jewar le lenge
Likhte likhte aankh bhar aayi
Likhte likhte aankh bhar aayi
Dil pe kiska kaabu
Hain kaabu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Budhi maa ki budhi aankhe
Dekhe yeh ghar kaa har kona
Budhi maa ki budhi aankhe
Dekhe yeh ghar kaa har kona
Bete ki thaali roj parose
Bete ki thaali roj parose
Jaane kis din ho aana
Pal pal maa kaa dil rota hain
Pal pal maa kaa dil rota hain
Mamata toh bekaabu
Hain bekaabu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Woh pipal ki chhaanv ghaneri
Duwaao jaisa apna gaanv
Woh pipal ki chhaanv ghaneri
Duwaao jaisa apna gaanv
Tumko pukaare gaanv ki galiya
Tumko pukaare gaanv ki galiya
Mehakte saare phul aur kaliya
Birah ki raate katt jaayegi hone
Ko roshan jugnu hain jugnu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Padhate padhate bhigi palake
Padhate padhate bhigi palake
Aankhon se chhalka
Aansu hain aansu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Pyaar Bhara Ek Khat Aaya lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Pyaar Bhara Ek Khat Aaya" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Pyaar Bhara Ek Khat Aaya?

"Pyaar Bhara Ek Khat Aaya" is beautifully sung by Abhijeet Bhattacharya. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Pyaar Bhara Ek Khat Aaya?

The lyrics were written by Nusrat Badr and the music was composed by Aadesh Shrivastava.

Where can I find Pyaar Bhara Ek Khat Aaya lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Pyaar Bhara Ek Khat Aaya" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Pyaar Bhara Ek Khat Aaya?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Pyaar Bhara Ek Khat Aaya from?

"Pyaar Bhara Ek Khat Aaya" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Pyaar Bhara Ek Khat Aaya?

This track falls under the Sad genre and was released by times.

About "Pyaar Bhara Ek Khat Aaya" – Lyrics Meaning & Theme

"Pyaar Bhara Ek Khat Aaya" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Abhijeet Bhattacharya. The music, composed by Aadesh Shrivastava, perfectly blends with the lyrics penned by Nusrat Badr.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label times in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Pyaar Bhara Ek Khat Aaya" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.