Mujhe Numbri Kaho - Song Cover Image

Mujhe Numbri Kaho by singer Amit Kumar Lyrics in Hindi

ArtistAmit Kumar
Album
LanguageHindi
MusicBappi Lahiri
LyricistVerma Malik
Labelsaregama
GenreHappy
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Mujhe Numbri Kaho Sung by Amit Kumar | Written by Verma Malik

Mujhe Numbri Kaho lyrics in Hindi with official video. Sung by Amit Kumar and written by Verma Malik. Watch & read full lyrics online.
Mujhe Numbri Kaho lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Numbri Aadmi (1991). Mujhe Numbri Kaho Happy soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Verma Malik.
Numbri aadmi hoye
Numbri aadmi hoye
Numbri aadmi hoye
Numbri aadmi hoye
Mujhe numbri kaho
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Ho mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Yaha log hain kis kis number ke
Sab ke number ginvata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Kaale dhan walo ke bache
Dekho kitna aish udate hain
Kitna aish udate hain
Are ghar ka bathroom chhod ke
Yeh swimingpul mein nahate hain
Swimingpul mein nahate hain
Sarabi baap dekho club mein
Jab khud hi aankh ladaye
Phir bete beti ko bolo
Ab kaun rok ne jaaye
Chaar aur do likh kar pehle
Phir zero saath lagata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Yaha log hai kis kis number ke
Sab ke number ginvata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
atozlyric.com
Ban kar janta ka neta
Iss ne janta ko luta hain
Iss ne janta ko luta hain
Rishwat mein pakda gaya to
Rishwat de kar hi chhuta hain
Rishwat de kar hi chhuta hain
Phir chamche haar pehra kar
Ab jai jai bol rahe hain
Chanda lekar janta se
Chandi se tol rahe hain
In jaise ka le chehro ka
Asali roop dikhata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Yaha log hai kis kis number ke
Sab ke number ginvata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Madrasi koi punjabi
Bangali ya rajastani
Marathi koi gujarati
Are aasami koi goa ni
In logo ke dil mein dekho
Kitni beimani hain
Sattais prant aur assi karod mein
Ek nahi hindustani hain
Kaun sa number doon in ko
Main number dhund ke lata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Yaha log hai kis kis number ke
Sab ke number ginvata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon
Mujhe numbri kaho
Ya dus numbri kaho
Par sachi baat sunata hoon.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Mujhe Numbri Kaho lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Mujhe Numbri Kaho" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Mujhe Numbri Kaho?

"Mujhe Numbri Kaho" is beautifully sung by Amit Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Mujhe Numbri Kaho?

The lyrics were written by Verma Malik and the music was composed by Bappi Lahiri.

Where can I find Mujhe Numbri Kaho lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Mujhe Numbri Kaho" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Mujhe Numbri Kaho?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Mujhe Numbri Kaho from?

"Mujhe Numbri Kaho" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Mujhe Numbri Kaho?

This track falls under the Happy genre and was released by saregama.

About "Mujhe Numbri Kaho" – Lyrics Meaning & Theme

"Mujhe Numbri Kaho" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Amit Kumar. The music, composed by Bappi Lahiri, perfectly blends with the lyrics penned by Verma Malik.

The song dives into themes of Happy. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Happy music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Mujhe Numbri Kaho" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.