In Haathon Se Sabki Gaadi - Song Cover Image

In Haathon Se Sabki Gaadi by singer Kishore Kumar Lyrics in Hindi

ArtistKishore Kumar
Album
LanguageHindi
MusicSachin Dev Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Labelsaregama
GenreHappy
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

In Haathon Se Sabki Gaadi Sung by Kishore Kumar | Written by Majrooh Sultanpuri

In Haathon Se Sabki Gaadi lyrics in Hindi with official video. Sung by Kishore Kumar and written by Majrooh Sultanpuri. Watch & read full lyrics online.
In Haathon Se Sabki Gaadi lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Chalti Ka Naam Gaadi (1958). The music of In Haathon Se Sabki Gaadi Happy track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.
Aji sun o sardaaraa ki
Haal hai vadiya vadiya
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
Haath laa ustaad kyun
Kaisi kahi hai waah waah
Haath laa ustaad kyun
Kaisi kahi hai waah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
Waah arrey waah arrey
Waah waah waah waah
Ik din ki hai baat raah mein
Ham jaate the hmmmmmm
Gaadi bigadi hai log ye
Chillaate the hmmmmmm
Ik din ki hai baat raah
Mein ham jaate the
Gaadi bigadi hai log
Ye chillaate the
Jaa kar dekhaa yaar
Rota tha dilip kumaar
Arrey kambakht gaadi ko bhi
Yahin puncture hona tha hmmm
Ham pahunche to saari
Aafat tal gayi waah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
Waah arrey waah arrey
Waah waah waah waah
Pon pon motar car jis
Ghadi chhan chhan chhanke
Bole apne haath raah
Mein horn ban ke
Pon pon motar car jis
Ghadi chhan chhan chhanke
Bole apne haath raah
Mein horn ban ke
Pyaare hat jaana
Niche na kat jaana
Pyaare hat jaana
Pyaare hat jaana
Niche na kat jaana
atozlyric.com
Kitnon ki girti pagdi
Sambhal gayi waah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
Haath laa ustaad kyun
Kaisi kahi hai waah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
Waah arrey waah arrey
Waah waah waah
Waah waah waah waah
Ye ruk jaate to saare dhandhe
Ruk jaate aay haay haay haay
Ghar se daftar tak
Seth kaise jaa paate
Ye ruk jaate to saare
Dhandhe ruk jaate
Ghar se daftar tak
Seth kaise jaa paate
Sara karobaar ho
Jata bantadhaar
Arrey maaro saro karobaar
Ho gayo re bantadhaar hun
Ye samjho inse ye duniya
Chal gayiwaah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah
Haath laa ustaad kyun
Kaisi kahi hai waah waah
In haathon se sabki gaadi
Chal rahi hai waah waah.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

In Haathon Se Sabki Gaadi lyrics full version?

You can read the full lyrics of "In Haathon Se Sabki Gaadi" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of In Haathon Se Sabki Gaadi?

"In Haathon Se Sabki Gaadi" is beautifully sung by Kishore Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed In Haathon Se Sabki Gaadi?

The lyrics were written by Majrooh Sultanpuri and the music was composed by Sachin Dev Burman.

Where can I find In Haathon Se Sabki Gaadi lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "In Haathon Se Sabki Gaadi" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for In Haathon Se Sabki Gaadi?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is In Haathon Se Sabki Gaadi from?

"In Haathon Se Sabki Gaadi" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of In Haathon Se Sabki Gaadi?

This track falls under the Happy genre and was released by saregama.

About "In Haathon Se Sabki Gaadi" – Lyrics Meaning & Theme

"In Haathon Se Sabki Gaadi" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Kishore Kumar. The music, composed by Sachin Dev Burman, perfectly blends with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

The song dives into themes of Happy. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Happy music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "In Haathon Se Sabki Gaadi" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.