Main Kapde Badal Kar - Song Cover Image

Main Kapde Badal Kar by singer Khalil Haider Lyrics in Hindi

ArtistKhalil Haider
Album
LanguageHindi
MusicKhalil Haider
LyricistNasir Ali Nasir
Label
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Main Kapde Badal Kar Sung by Khalil Haider | Written by Nasir Ali Nasir

Main Kapde Badal Kar lyrics in Hindi with official video. Sung by Khalil Haider and written by Nasir Ali Nasir. Watch & read full lyrics online.
Main Kapde Badal Kar lyrics, the song is sung by Khalil Haider from Ae Gandumi Rangat Waali Vol 2 (2007). Main Kapde Badal Kar Ghazal soundtrack was composed by Khalil Haider with lyrics written by Nasir Ali Nasir.
Nasir kya kehta phirta hai
Kuch na suntoh behtar hai
Deewana hai deewane ke
Munh na lago toh behtar hai
Main kapde badal kar baal bana kar
Kahaan chale ho kis ke liye
Raat bahot kaali hai nasir
Ghar mein raho toh behtar
Main kapde badal kar jaaun kahaan
Main kapde badal kar jaaun kahaan
Aur baal banaun kis ke liye
Main kapde badal kar jaaun kahaan
Aur baal banaun kis ke liye
Woh shaks toh sheher hi chhod gaya
Woh shaks toh sheher hi chhod gaya
Main baahar jaaun kis ke liye
Main kapde badal kar jaaun kahaan
atozlyric.com
Jis dhoop ki dil mein thandak thi
Woh dhoop usi ke saath gayi
Jis dhoop ki dil mein thandak thi
Woh dhoop usi ke saath gayi
Bin jhalti balti galiyon mein
Bin jhalti balti galiyon mein
Ab khaak udaun kis ke liye
Woh shaks toh sheher hi chhod gaya
Main baahar jaaun kis ke liye
Main kapde badal kar jaaun kahaan
Woh shaher mein thaa toh uske liye
Auron se bhi milna padta tha
Woh shaher mein thaa toh uske liye
Auron se bhi milna padta tha
Ab aise waise logo ke
Ab aise waise logo ke
Main naaz uthaun kis ke liye
Woh shaks toh sheher hi chhod gaya
Main baahar jaaun kis ke liye
Main kapde badal kar jaaun kahaan
Muddat se koi aaya na gaya
Sunsaan padi hai ghar ki fazaa
Muddat se koi aaya na gaya
Sunsaan padi hai ghar ki fazaa
In khaali kamron mein naasir
In khaali kamron mein naasir
Ab shamma jalaun kis ke liye
Woh shaks toh sheher hi chhod gaya
Woh shaks toh sheher hi chhod gaya
Main baahar jaaun kis ke liye
Main kapde badal kar jaaun kahaan
Jaaun kahaan..jaaun kahaan..
Jaaun kahaan..jaaun kahaan..
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Main Kapde Badal Kar lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Main Kapde Badal Kar" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Main Kapde Badal Kar?

"Main Kapde Badal Kar" is beautifully sung by Khalil Haider. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Main Kapde Badal Kar?

The lyrics were written by Nasir Ali Nasir and the music was composed by Khalil Haider.

Where can I find Main Kapde Badal Kar lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Main Kapde Badal Kar" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Main Kapde Badal Kar?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Main Kapde Badal Kar from?

"Main Kapde Badal Kar" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Main Kapde Badal Kar?

This track falls under the Ghazal genre and was released by a major label.

About "Main Kapde Badal Kar" – Lyrics Meaning & Theme

"Main Kapde Badal Kar" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Khalil Haider. The music, composed by Khalil Haider, perfectly blends with the lyrics penned by Nasir Ali Nasir.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label a reputed music brand in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Main Kapde Badal Kar" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.