O Sheher Ke Baanke Babu - Song Cover Image

O Sheher Ke Baanke Babu by singer Shamshad Begum Lyrics in Hindi

ArtistShamshad Begum
Album
LanguageHindi
MusicAnil Krishna Biswas
LyricistRamchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

O Sheher Ke Baanke Babu Sung by Shamshad Begum | Written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

O Sheher Ke Baanke Babu lyrics in Hindi with official video. Sung by Shamshad Begum and written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). Watch & read full lyrics online.
O Sheher Ke Baanke Babu lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Girls School (1949). O Sheher Ke Baanke Babu Playful soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).
O sheher ke baanke babu
Zara dil pe rakhiyo kaabu
Tum kisi paraaye gaaon mein
Zara sambhal ke jaana jee
Zara sambhal ke jaana jee o babu
O gaaon ki gori gori gudiya
Tu hai aafat ki pudiya
Aji ham pardesi log
Hamen na hansna sataana jee
Zara sambhal ke jaana jee o babu
atozlyric.com
Ek baat mere kaan mein
Keh do babu karoon salaam
Ek baat mere kaan mein keh do
Babu karoon salaam
Jinke ghar pe tu jaa rahe
Unka kya hai naam
Arri hum to yaha paraaye
Ek naye mulk mein aaye
Hum na jaane koi naam dhhaam
Na pata thhikaana jee
Zara sambhal ke jaana jee o babu
Tum bina jaan pehchaan
Mat hona kahin mehmaan
Aji mat hona kahin mehmaan
Phande mein kisi ke phanse
To laala ho jaaoge hairaan
Phande mein kisi ke phansen
To laala ho jaaoge hairaan
Hai naari yaha ki chulbul
Tum ko na bana le bulbul
Yaha tirchhi nazar waalon ka hai
Ghar ghar mein aana jee
Zara sambhal ke jaana jee o babu
Dil kaabu mein rakhna
Ari dil kaabu mein rakhna
Mere baayen haath ka khel
Mere baayen haath ka khel
Kabhi nahin niklega dekho
Is reti se tel o gori is reti se tel
Aji pata chalega pata chalega
Jab hoga meethhi chhuriyon se mel
Jab jaadu ke teer chalenge
Jab jaadu ke teer chalenge
Tum na sakoge laala jhel
Tum na sakoge laala jhel
Pal bhar mein pal bhar mein
Ban jaaoge teeron ka nishana jee
Zara sambhal ke jaana jee o babu.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

O Sheher Ke Baanke Babu lyrics full version?

You can read the full lyrics of "O Sheher Ke Baanke Babu" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of O Sheher Ke Baanke Babu?

"O Sheher Ke Baanke Babu" is beautifully sung by Shamshad Begum. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed O Sheher Ke Baanke Babu?

The lyrics were written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) and the music was composed by Anil Krishna Biswas.

Where can I find O Sheher Ke Baanke Babu lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "O Sheher Ke Baanke Babu" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for O Sheher Ke Baanke Babu?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is O Sheher Ke Baanke Babu from?

"O Sheher Ke Baanke Babu" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of O Sheher Ke Baanke Babu?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "O Sheher Ke Baanke Babu" – Lyrics Meaning & Theme

"O Sheher Ke Baanke Babu" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Shamshad Begum. The music, composed by Anil Krishna Biswas, perfectly blends with the lyrics penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "O Sheher Ke Baanke Babu" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.