Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) by singer Lata Mangeshkar Lyrics in Hindi
Artist
Lata Mangeshkar
Album
Language
Hindi
Music
Nikhil
Lyricist
Satyaprakash
Label
t-series
Genre
Philosophical
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) Sung by Lata Mangeshkar | Written by Satyaprakash
Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar and written by Satyaprakash. Watch & read full lyrics online.
Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Dunno Y Na Jaane Kyun... (2010). The music of Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) Philosophical track is composed by Nikhil while the lyrics are penned by Satyaprakash.
Pal mein hi nazre milti hai
Pal mein hi chahat khilti hai
Ajnabi bhi pyara lagta hai
Pal mein hi rishte badalte hai
Pal me hi armaan pighalte hai
Aisa zindagi mein hota hai
atozlyric.com
I dunno y na jaane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Dunno na jane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Pal mein hi nazre milti hai
Pal mein hi chahat khilti hai
Ajnabi bhi pyara lagta hai
Pal mein hi rishte badalte hai
Pal mein hi armaan pighalte hai
Aisa zindagi mein hota hai
I dunno y na jaane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Jo lamhe sang hum jiye,
Sang hum jiye
Taazi hai woh khushbuye,
Woh khushbuye
Jo lamhe sang hum jiye,
Sang hum jiye
Taazi hai woh khushbuye,
Woh khushbuye
Aaj bhi saanso mein
Mahke ehsaso mein
Aaj bhi saanso mein
Mahke ehsaso mein
Tan badan yeh tere liye
Pal pal ye raate dhalti hai
Pal pal betabi badhti hai
Bechain dil ho jaata hai
Pal pal baate yaad aati hai
Pal pal ye jaan jati hai
Sabar dil ka kho jata hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Dunno y na jaane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Kitni hasin thi zindagi, thi zindagi
Kho gayee woh sari khushi, sari khushi
Kitni hasin thi zindagi
Kho gayee woh sari khushi
Dur tum ho gaye, dur hum ho gaye
Dur tum ho gaye, dur hum ho gaye
Har taraf hai bas bebasi
Pal mein jo apne se lagte hai
Pal mein woh sapne se lagte hai
Kuchh bhi na bas mein rehta hai
Pal pal lamhe gujarte hai
Ek pal na ye thaharte hai
Waqt yu chalta rehta hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi me hota hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi me hota hai
Hoke juda tum kho gaye,
Kya se kya hum ho gaye
Hoke juda tum kho gaye,
Kya se kya hum ho gaye
Pyar ki rah par bas mili aah bhar
Pyar ki rah par bas mili aah bhar
Jo bhulayenge na umar bhar
Pal mein hi mausam badalte hai
Pal mein hi har gum ubharte hai
Jab chot dil pe lagti hai
Pal mein hi dard sa uthata hai
Jab koi shisha chatakta hai
Bekarari si badh jati hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi mein hota hai
Dunno y na jane kyu
Aisa zindagi mein hota hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)?
"Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)" is beautifully sung by Lata Mangeshkar. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)?
The lyrics were written by Satyaprakash and the music was composed by Nikhil.
Where can I find Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Dunno Y Na Jaane Kyun (Title) from?
"Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)?
This track falls under the Philosophical genre and was released by t-series.
About "Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)" – Lyrics Meaning & Theme
"Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar. The music, composed by Nikhil, perfectly blends with the lyrics penned by Satyaprakash.
The song dives into themes of Philosophical. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Philosophical music.
Released under the label t-series in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Dunno Y Na Jaane Kyun (Title)" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.