Bade Akshar Mein - Song Cover Image

Bade Akshar Mein by singer Bishakh Jyoti, Sniti Mishra Lyrics in Hindi

ArtistBishakh Jyoti, Sniti Mishra
Album
LanguageHindi
MusicBishakh Jyoti, Kanish Sharma
LyricistProtique Mojoomdar
Labeljunglee music
GenreHappy
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Bade Akshar Mein Sung by Bishakh Jyoti, Sniti Mishra | Written by Protique Mojoomdar

Bade Akshar Mein lyrics in Hindi with official video. Sung by Bishakh Jyoti, Sniti Mishra and written by Protique Mojoomdar. Watch & read full lyrics online.
Bade Akshar Mein lyrics, the song is sung by Bishakh Jyoti, Sniti Mishra from Babloo Happy Hai (2014). The music of Bade Akshar Mein Happy track is composed by Bishakh Jyoti, Kanish Sharma while the lyrics are penned by Protique Mojoomdar.
atozlyric.com
Bade bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyaada ya kum
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool
Bade bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyaada ya kum
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool
Gin gin ke din guzaarein nahi
Raftaar thodi badha lein kahin
Din duguniraat chauguni
Bade bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyaada ya kum
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool
Andhey they kal ye
Rastey tedhe they
Aaj ujaalon ke
Lambe ghere hain
Andhey they kal ye
Rastey tedhe they
Aaj ujaalon ke
Lambe ghere hain
Tasveerein jo thin
Deewar pe kal
Dil mein utaar
Aur saath le chal
Aankhon ke pardey
Pe khinchne lagi
Tasveerein kitni nayi nayi
Din duguniraat chauguni
Bade bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyaada ya kum
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool
Do chaar din hi
Hain milnewaale
Haath badhaa
Inse mil le galey
Do chaar din hi
Hain milnewaale
Haath badhaa
Inse mil le galey
Kandhe pe yaaron
Ke baazoo rahey
Aankhon mein door
Ki aarzoo rahey
Gin gin ke taaron
Se neend chura le
Aur khwaabon ki
Goliyaan zyadaa le le
Din duguniraat chauguni
Kitni door zyaada ya kum
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool
Bade bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door
Ghante nahin hain
To lamhe chun le
Ghoomke aate
Rahenge chun le
Ghante nahin hain
To lamhe chun le
Ghoomke aate rahenge chun le
Har mod pe koyi kadi khadi hai
Jud jaaye jab wahi sahi ghadi hai
Gin gin ke jodoge jo tum inhein
Ghat jaayenge ye saare lamhe
Din duguneraat chaugune
Bade bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyaada ya kum
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool
Gin gin ke din guzaarein nahi
Raftaar thodi badha lein kahin
Din duguniraat chauguni
Bade bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyaada ya kum
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Bade Akshar Mein lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Bade Akshar Mein" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Bade Akshar Mein?

"Bade Akshar Mein" is beautifully sung by Bishakh Jyoti, Sniti Mishra. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Bade Akshar Mein?

The lyrics were written by Protique Mojoomdar and the music was composed by Bishakh Jyoti, Kanish Sharma.

Where can I find Bade Akshar Mein lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Bade Akshar Mein" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Bade Akshar Mein?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Bade Akshar Mein from?

"Bade Akshar Mein" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Bade Akshar Mein?

This track falls under the Happy genre and was released by junglee music.

About "Bade Akshar Mein" – Lyrics Meaning & Theme

"Bade Akshar Mein" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Bishakh Jyoti, Sniti Mishra. The music, composed by Bishakh Jyoti, Kanish Sharma, perfectly blends with the lyrics penned by Protique Mojoomdar.

The song dives into themes of Happy. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Happy music.

Released under the label junglee music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Bade Akshar Mein" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.