Bas Yeh Dua Hai - Song Cover Image

Bas Yeh Dua Hai by singer Altamash Faridi Lyrics in Hindi

ArtistAltamash Faridi
Album
LanguageHindi
MusicFarzan Faaiz
LyricistFaaiz Anwar
Labelshiv shakti entertainment
GenreLove
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Bas Yeh Dua Hai Sung by Altamash Faridi | Written by Faaiz Anwar

Bas Yeh Dua Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Altamash Faridi and written by Faaiz Anwar. Watch & read full lyrics online.
Bas Yeh Dua Hai lyrics, the song is sung by Altamash Faridi from Anuradha: Aur Uski Kahani (2014). The music of Bas Yeh Dua Hai Love track is composed by Farzan Faaiz while the lyrics are penned by Faaiz Anwar.
Zindagi ka chehra dekha
Aaj pehali baar
Dhadkano mein
Ghoonji hain phir
Ishq ki pukaar
Bas yeh dua hai yaar rab tujhse
Itana hi maangu main ab tujhse
Bas yeh dua hai yaar rab tujhse
Itana hi maangu main ab tujhse
Mera ishq mujhse door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
Door na ho
Meri dhadkano mein
Teri khushbooe hain
Meri zindagi hain tujhse
Mere ishq ka tu naseeb hain
Meri aashiqi hain tujhse
Mera ishq mujhse door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
Door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
atozlyric.com
Har boond pyar ka
Main hotho se pee loon
Is zindagi ka har pal
Tere saath jee loon
Har boond pyar ka
Main hotho se pee loon
Is zindagi ka har pal
Tere saath jee loon
Mila jo tera ishq to
Mili hain saari jannate
Basale mujhe saanso
Mein to teri sari rahate
Mera ishq mujhse door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
Door na ho
Meri dhadkano mein
Teri khushbooe hain
Meri zindagi hain tujhse
Mere ishq ka tu naseeb hain
Meri aashiqi hain tujhse
Mera ishq mujhse door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
Door na ho
Har khwaab chahato
Ka tujhse juda hain
Teri taraf hi dil ka
Rasta muda hain
Har khwaab chahato
Ka tujhse juda hain
Teri taraf hi dil ka
Rasta muda hain
Main chhune lagi aasmaan
Ye baahe teri mil gayi
Main chahun main to ye jahaan
Panaahe teri mil gayi
Mera ishq mujhse door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
Door na ho
Meri dhadkano mein
Teri khushbooe hain
Meri zindagi hain tujhse
Mere ishq ka tu naseeb hain
Meri aashiqi hain tujhse
Mera ishq mujhse door na ho
Mera ishq mujhse door na ho
Door na ho
Bas yeh dua hai yaar rab tujhse
Itana hi maangu main ab tujhse.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Bas Yeh Dua Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Bas Yeh Dua Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Bas Yeh Dua Hai?

"Bas Yeh Dua Hai" is beautifully sung by Altamash Faridi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Bas Yeh Dua Hai?

The lyrics were written by Faaiz Anwar and the music was composed by Farzan Faaiz.

Where can I find Bas Yeh Dua Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Bas Yeh Dua Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Bas Yeh Dua Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Bas Yeh Dua Hai from?

"Bas Yeh Dua Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Bas Yeh Dua Hai?

This track falls under the Love genre and was released by shiv shakti entertainment.

About "Bas Yeh Dua Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Bas Yeh Dua Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Altamash Faridi. The music, composed by Farzan Faaiz, perfectly blends with the lyrics penned by Faaiz Anwar.

The song dives into themes of Love. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Love music.

Released under the label shiv shakti entertainment in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Bas Yeh Dua Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.