Ishq Mein Kho Gaya Dil - Song Cover Image

Ishq Mein Kho Gaya Dil by singer Ashok Khosla Lyrics in Hindi

ArtistAshok Khosla
Album
LanguageHindi
MusicKuldeep Singh
Lyricist
Labeluniversal music
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Ishq Mein Kho Gaya Dil Sung by Ashok Khosla | Written by Unknown

Ishq Mein Kho Gaya Dil lyrics in Hindi with official video. Sung by Ashok Khosla and written by . Watch & read full lyrics online.
Ishq Mein Kho Gaya Dil lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Qatra Qatra (2001). Ishq Mein Kho Gaya Dil Ghazal soundtrack was composed by Kuldeep Singh with lyrics written by .
Aap ka ho gaya dil ishq
Mein kho gaya dil
Aap ka ho gaya dil ishq
Mein kho gaya dil
Zindagi kuchh bhi nahi
Aapki chahat ke shiva
Aap ka ho gaya dil ishq
Mein kho gaya dil
Aapke naam se dhadka
Tha mere dil pehale
Aapke ishq se hi mehke
The zazbaat mere
Aap hi mere khayalo
Mein base rehate the
Aapke husn se rangeen
The din raat mere
Kuchh nigahon mein na
Tha aapki soorat ke shiva
Kuchh nigahon mein na
Tha aapki soorat ke shiva
Zindagi kuchh bhi nahi
Aapki chahat ke shiva
Aap ka ho gaya dil
Ishq mein kho gaya dil
Ek muddat se mujhe
Aapse pyaar tha magar
Raaz e dil ka jubaan
Par nahi laaya maine
Aap se mujhko mohabbat
Thi mohabbat ki kasam
Is hakikat ko na
Afsana banaya maine
Kuchh nahi pyaar mere
Zinda hakikat ke shiva
Kuchh nahi pyaar mere
Zinda hakikat ke shiva
Zindagi kuchh bhi nahi
Aapki chahat ke shiva
Aap ka ho gaya dil
Ishq mein kho gaya dil
atozlyric.com
Dekhiye aap ka main
Ho gaya jaano dil se
Ab kiisi aur ka ho jaaun
Ye mumkin hi nahi
Aap ke vaaste hain
Meri wafa pyaar mera
Gair ke jalwon mein kho
Jaaun ye mumkin hi nahi
Koi hasrat hi nahi
Aapki hasrat ke shiva
Koi hasrat hi nahi
Aapki hasrat ke shiva
Zindagi kuchh bhi nahi
Aapki chahat ke shiva
Aap ka ho gaya dil
Ishq mein kho gaya dil
Aaapse milke mili
Pyaar ki duniya mujhko
Zindagi pyaar ki
Tasveer bani aap mile
Ye inayat ye nawazish
Ye karam aapka hain
Li jie ishq ki taqdeer
Bani aap mile
Ab main kyaa aap ko
Samju meri kismat ke shiva
Ab main kyaa aap ko samju
Meri kismat ke shiva
Zindagi kuchh bhi nahi
Aapki chahat ke shiva
Aap ka ho gaya dil
Ishq mein kho gaya dil
Aap ka ho gaya dil
Ishq mein kho gaya dil.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ishq Mein Kho Gaya Dil lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ishq Mein Kho Gaya Dil" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ishq Mein Kho Gaya Dil?

"Ishq Mein Kho Gaya Dil" is beautifully sung by Ashok Khosla. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ishq Mein Kho Gaya Dil?

The lyrics were written by a renowned lyricist and the music was composed by Kuldeep Singh.

Where can I find Ishq Mein Kho Gaya Dil lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ishq Mein Kho Gaya Dil" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ishq Mein Kho Gaya Dil?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Ishq Mein Kho Gaya Dil from?

"Ishq Mein Kho Gaya Dil" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ishq Mein Kho Gaya Dil?

This track falls under the Ghazal genre and was released by universal music.

About "Ishq Mein Kho Gaya Dil" – Lyrics Meaning & Theme

"Ishq Mein Kho Gaya Dil" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Ashok Khosla. The music, composed by Kuldeep Singh, perfectly blends with the lyrics penned by a skilled lyricist.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label universal music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ishq Mein Kho Gaya Dil" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.