Chaand Nazar Aa Gaya by singer Alka Yagnik, Iqbal Sabri, Sonu Nigam Lyrics in Hindi
Artist
Alka Yagnik, Iqbal Sabri, Sonu Nigam
Album
Language
Hindi
Music
Anu Malik
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Label
t-series
Genre
Happy, Masti, Religious
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Chaand Nazar Aa Gaya Sung by Alka Yagnik, Iqbal Sabri, Sonu Nigam | Written by Gauhar Kanpuri
Chaand Nazar Aa Gaya lyrics in Hindi with official video. Sung by Alka Yagnik, Iqbal Sabri, Sonu Nigam and written by Gauhar Kanpuri. Watch & read full lyrics online.
Chaand Nazar Aa Gaya lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Iqbal Sabri, Sonu Nigam from Hero Hindustani (1998). Chaand Nazar Aa Gaya Happy, Masti, Religious soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Gauhar Kanpuri.
Chaand nazar aa gaya,
Allaah hi allaah chha gaya
Chaand nazar aa gaya,
Allaah hi allaah chha gaya
Roje rakhanewaalon ki hai yeh jeet
Milo tum gale sabee aayi hai eid
Mubaarak mubaarak aayi hai eid,
Eid mubarak aayi hai eid
Chaand nazar aa gaya,
Allaah hi allaah chha gaya
Roje rakhanewaalon ki hai yeh jeet
Milo tum gale sabee aayi hai eid
Mubaarak mubaarak aayi hai eid,
Eid mubarak aayi hai eid
Asslaam waalekum, waalekum asslaam
O kaale kurte waali bata de apna naam
Asslaam waalekum, waalekum asslaam
O kaale kurte waali bata de apna naam
Banake deewaana tu jid pe ada hai
Kya hoga aage yeh tujhako pata hai
Aage woh hoga jo takdir mein hai
Tu mere khaabon ki taabir mein hai
Pichhe nahi aana tu baatein na banaana tu
Mujhe teri baaton mein aana nahi hai
Pichha nahin chhodunga dil se dil jodunga
Dil toh hai aashiq deewaana nahi hai
Dilwaalon ki toh puraani hai reet
Milo tum gale sabee aayi hai eid
Mubaarak mubaarak aayi hai eid,
Eid mubarak aayi hai eid
Asslaam waalekum, waalekum salaam
Hero hindustaani ka sabko salaam
Asslaam waalekum, waalekum salaam
Hero hindustaani ka sabko salaam
Tu mera dil hai meri jaan hai tu,
Jaan hai kya mera imaan hai tu
Chaaha tujhe maine chaahat se badhakar
Ki hai mohabbat mohabbat se badhkar
Mujhe toh yehkehana hai sang tere rehana hai
Tera mera afsaana sadiyon puraana
Yahin mera waada hai yahin toh iraada hai
Tere liye chhodunga saara jaamana
Yeh pyaar hi toh hai dilon ka hai meet
Milo tum gale sabee aayi hai eid
atozlyric.com
Ek dharati hai aue ek hai aasmaan,
Ek maahol mein sabki khushiya jawa
Sabke honto pe hai pyaar ki daastaan
Rok sakte nahi sarhadon ke nishaan
Rok sakte nahi sarhadon ke nishaan
Yeh sama yeh najaara bahot khub hai
Saamane abb mere mera mehbub hai
Loot lo jindagi ke maje loot lo
Loot lo jindagi ke maje loot lo
Id ki har khushi ke maje loot lo
Id ki har khushi ke maje loot lo
Roje rakhanewaalon ki hai yeh jeet
Milo tum gale sabee aayi hai eid
Mubaarak mubaarak aayi hai eid,
Eid mubarak aayi hai eid
Chaand nazar aa gaya,
Allaah hi allaah chha gaya
Chaand nazar aa gaya,
Allaah hi allaah chha gaya
Roje rakhanewaalon ki hai yeh jeet
Milo tum gale sabee aayi hai eid
Mubaarak mubaarak aayi hai eid,
Eid mubarak aayi hai eid
Mubaarak mubaarak aayi hai eid,
Eid mubarak aayi hai eid
Mubaarak mubaarak aayi hai eid,
Eid mubarak aayi hai eid.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Chaand Nazar Aa Gaya lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Chaand Nazar Aa Gaya" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Chaand Nazar Aa Gaya?
"Chaand Nazar Aa Gaya" is beautifully sung by Alka Yagnik, Iqbal Sabri, Sonu Nigam. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Chaand Nazar Aa Gaya?
The lyrics were written by Gauhar Kanpuri and the music was composed by Anu Malik.
Where can I find Chaand Nazar Aa Gaya lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Chaand Nazar Aa Gaya" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Chaand Nazar Aa Gaya?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Chaand Nazar Aa Gaya from?
"Chaand Nazar Aa Gaya" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Chaand Nazar Aa Gaya?
This track falls under the Happy, Masti, Religious genre and was released by t-series.
About "Chaand Nazar Aa Gaya" – Lyrics Meaning & Theme
"Chaand Nazar Aa Gaya" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Alka Yagnik, Iqbal Sabri, Sonu Nigam. The music, composed by Anu Malik, perfectly blends with the lyrics penned by Gauhar Kanpuri.
The song dives into themes of Happy, Masti, Religious. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Happy, Masti, Religious music.
Released under the label t-series in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Chaand Nazar Aa Gaya" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.