Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai - Song Cover Image

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai by singer Asha Bhosle, Mubarak Begum Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Mubarak Begum
Album
LanguageHindi
MusicJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Labelsaregama
GenreMasti
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Sung by Asha Bhosle, Mubarak Begum | Written by Hasrat Jaipuri

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mubarak Begum and written by Hasrat Jaipuri. Watch & read full lyrics online.
Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mubarak Begum from Arzoo (1965). Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Masti soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Aadab arz hai taslim taslim
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
atozlyric.com
Ye ishq chupaye chup na saka
Ye ishq wo chalta jadu hai
Haye kuch hosh nahi rahte kayam
Is ishq pe kiska kabu hai
Hai ishq mein jokhim itne
Khoya mahbub ka gesu hai
Har janib mein failti jati hai
Is ishq ki aisi khusbu hai
Chehre se haya ho jati hai
Kya chiz mohabbat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Aankho mein hai lakho afsane
Khamosh hai lab wo manjil hai
Har sans mein lakho toofan hai
Toofan mein dil ka sahil hai
Arman machalte rahte hai
Ye dard bada hi katil hai
Roke se qayamat ruk jaye
Par rokna bhi kam muskil hai
Dildar ki payasi aanhko ko
Didar ki hasrat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai?

"Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mubarak Begum. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai?

The lyrics were written by Hasrat Jaipuri and the music was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

Where can I find Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai from?

"Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai?

This track falls under the Masti genre and was released by saregama.

About "Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mubarak Begum. The music, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi, perfectly blends with the lyrics penned by Hasrat Jaipuri.

The song dives into themes of Masti. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Masti music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.