Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari - Song Cover Image

Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari by singer Kishore Kumar Lyrics in Hindi

ArtistKishore Kumar
Album
LanguageHindi
MusicAnandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
LyricistAnjaan
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari Sung by Kishore Kumar | Written by Anjaan

Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari lyrics in Hindi with official video. Sung by Kishore Kumar and written by Anjaan. Watch & read full lyrics online.
Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Khaan Dost (1976). Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari Playful soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Anjaan.
Ye dosti yaari mohabbat kya hai
Kuchh bhi nahi sab dikhawa hai
Are sab numayish hai
Numayish ke siwa kuchh bhi nahi
Kahe ki dosti kahe ki yaari
Kahe ki dosti kahe ki yaari
Duniya ye duniya hai matlab ki mari
Yaaro ki yaari
Yaaro ki yaari numayish hai sari
Kahe ki dosti kahe ki yaari
Yaaro ki yaari numayish hai sari
He kya rishte nate hai
Bate hi bate hai
Bato ki ghato se dil lut jate hai
Kasme to rasme hai
Duniya ke bas me hai
Duniya ki aankho pe
Do rangi chamshme hai
Dekhi hai duniya
Duniya ye duniya
Dekhi hai duniya ki ye duniyadari
Kahe ki dosti kahe ki yaari
Yaaro ki yaari numayish hai sari
He kaliya bik jati hai galiyo bazaro me
Dil ke bimaro me jhute dildaro me
Maili har chunar hai dagi har choli hai
Teri bhi boli to yaaro ne bolo hai
Sab yaar tere tere ha tere
Sab yaar tere hawas ke pujari
Kahe ki dosti kahe ki yaari
Yaaro ki yaari numayish hai sari
atozlyric.com
Meri to hasti me masti hi masti hai
Paas hai daulat to ye duniya sasti hai
Log sach kahte hai ha mai har jai hu
Bat sach ye bhi hai tera saudai bhi hai
Sagro meena se jhum ke peena hai
Jab talak jina hai jhum ke jina hai
Jo maine chaha hai ha wahi paya hai
Manga kab duniya se maine to chhina hai
Baho me dam hai phir kiska gham hai
Takat ki sab karte hai dawedari
Kahe ko dosti kahe ki yaari
Duniya ye duniya hai matlab ki mari
Yaaro ki yaari
Yaaro ki yaari numayish hai sari
Kahe ki dosti kahe ki yaari
Yaaro ki yaari numayish hai sari.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari?

"Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari" is beautifully sung by Kishore Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari?

The lyrics were written by Anjaan and the music was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

Where can I find Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari from?

"Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari" – Lyrics Meaning & Theme

"Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Kishore Kumar. The music, composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah, perfectly blends with the lyrics penned by Anjaan.

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.