Ye Saaheb Ajeeb Hai - Song Cover Image

Ye Saaheb Ajeeb Hai by singer Sujata Trivedi Lyrics in Hindi

ArtistSujata Trivedi
Album
LanguageHindi
MusicVijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
LyricistJaved Akhtar
Labelkmi
GenreMasti
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Ye Saaheb Ajeeb Hai Sung by Sujata Trivedi | Written by Javed Akhtar

Ye Saaheb Ajeeb Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Sujata Trivedi and written by Javed Akhtar. Watch & read full lyrics online.
Ye Saaheb Ajeeb Hai lyrics, the song is sung by Sujata Trivedi from Calcutta Mail (2003). Ye Saaheb Ajeeb Hai Masti soundtrack was composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) with lyrics written by Javed Akhtar.
Ye shaaheb ko zara dekho
Aa aa in shaaheb ko zara dekho
Ye aise kyu hai socho
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Bigde bigde se
Chide chide se rahte hai
Ye jinse hans ke baat kare
Wo khushnasib hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Bigde bigde se
Chide chide se rahte hai
Ye jinse hans ke baat kare
Wo khushnasib hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
atozlyric.com
Inhe lad pyar bachpan mein
Shayad mil nahi paaye
Ladu bas dur se dekhe
Lekin kabhi na khaye
Shayad bachpan mein
Manga tha jab koi khilona
Badle mein mila tha kona
Aur kone mein rona
Wo chide huye ye bade huye
Ye duniya se hai lade huye
To chide huye ye bade huye
Ye duniya se hai lade huye
Khushiya bhi agar daulat hai
Khushiya bhi agar daulat hai
To ye shaaheb garib hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Shayad inka mammy
Daddy se panga hua hai
Shadi ke bad ghar mein
Koi danga huya hai
Jis ladki se karni thi
In shaaheb ko shadi
Daddy ne kaha mere ghar ki
Bahu ban hi nahi sakti
Jo gusa bada to kissa bada
Muh mod liya ghar chhod diya
Jo gusa bada to kissa bada
Muh mod liya ghar chhod diya
Mummy roti hai mummy roti hai
Daddy marne ke karib hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Bigde bigde se
Chide chide se rahte hai
Ye jinse hans ke baat kare
Wo khushnasib hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai
Ye shaaheb ajeeb hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ye Saaheb Ajeeb Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ye Saaheb Ajeeb Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ye Saaheb Ajeeb Hai?

"Ye Saaheb Ajeeb Hai" is beautifully sung by Sujata Trivedi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ye Saaheb Ajeeb Hai?

The lyrics were written by Javed Akhtar and the music was composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah).

Where can I find Ye Saaheb Ajeeb Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ye Saaheb Ajeeb Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ye Saaheb Ajeeb Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Ye Saaheb Ajeeb Hai from?

"Ye Saaheb Ajeeb Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ye Saaheb Ajeeb Hai?

This track falls under the Masti genre and was released by kmi.

About "Ye Saaheb Ajeeb Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Ye Saaheb Ajeeb Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Sujata Trivedi. The music, composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah), perfectly blends with the lyrics penned by Javed Akhtar.

The song dives into themes of Masti. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Masti music.

Released under the label kmi in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ye Saaheb Ajeeb Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.